404 Not Found ERROR Custom Redirects :- Blog Par Post Ko Custom Redirects Kaise Karte Hai
404 Not Found ERROR Custom Redirects :- Blog Par Post Ko Custom Redirects Kaise Karte Hai
Hello everyone, iss Article me yeh janne ge ki Blog Par post ko Custom Redirects kaise karte hai, or Blog par Custom Redirects kya hota hai, or Blog Par 404 kyo aate hai, or Blog Par 404 error ko Repair kaise karte hai.
Website / Blog ke post Par 404 error kyo show hote hai
1 :- Mostly Blogger se hota yeh ki jab Blog Admin kisi post ko delete kar dete hai, But wo post apka Index ho rakha hai or Crawing enable hai, to koi user aapke post se related search karta hai to us user ko Aap ka delete post bhi search engine Par show hota hai, agar wo user Aapke us post link Par click karta hai to Aap ki website Par aa jata hai Par us user ko Aapke us Blog post Par jao 404 error show hote hai, jisse wo post apka visitor read nahi kar sakta hai, kyoki wo post to Aapne delete kar diya hai.
Bas wo post index or crawing ki wajah se se Search engine Par show ho raha hai.
2 :- Agar Aap ki post Par Custom Parmalink change karte hai, or wo post aapka index ho rakha hai or Crawing enable hai, to agar koi user Aapke post se related search karta hai to bhi aapka old Custom Parmalink wala post show hota hai phir user us post Par link Par click karta hai to Aap ki website Par aa jata hai or us post Par us user ko 404 error show hote hai jiski wajah se apka user wo post read nahi kar sakta hai, kyoki Aap se us post ka Custom Parmalink change kar kar diya hai iisliye ho raha hai. Or Aapka user old Custom Parmalink Par click kar raha hai .
3 :- dead link Par 404 error show hote hai , I mean broken link.
Custom Redirects
Ab jante hai 404 error ko Repair kaise karte hai
Blogger Par mostly great feature hai unme ke ek Custom Redirects . Custom Redirects se Aap apne Blog post ke ek Link se dusare link Par joint kar sakte hai or isse Custom Redirects kahate hai.
To ab jante hai Blog Par post Custom Redirects kaise karte hai
1 :- Sabse Phele Aap apne Blogger ke Dashboard Par jaye .
2 :- Ab setting ke option Par click kar dijiye.
3 :- Ab search preferences Par click kar dijiye.
4 :- Ab Custom Redirects ke Samne edit ka Option hai use click kar dijiye . niche image me dekhe sakte hai.
Add caption |
5 :- Ab apke samne iss tarah ka image open hogi , niche image me dekh sakte hai.
1 :- Form ke Option Par old post link paste kar dijiye.
2 :- To ke Option Par New post link add kar dijiye.
3 :- save ke botton Par click kar dijiye.
4 :- save change ke Option Par click kar dijiye .
Note :- yaad rakhe link pura add nahi kiya jata hai . example niche dekhe.
Jo highlight kar rakha hai utna link add kiya jata hai. Form ke Option me bhi , To ke Option me bhi
http://www.fastmoneyxyz.com/2016/02/hello-everyone-iss-article-me-yeh-janne.html
Ab apke Blog ke post ka Custom Redirects ho gaya hai Aap check kar sakte hai .
No comments: