Analytics par account kaise create karte hai or Google Analytics ki puri jankari.
Google Analytics : Analytics par account kaise create karte hai or Google Analytics ki puri jankari.
Hello everyone ,
Google Analytics Par account kaise Banate hai or Google Analytics Blog Par kya kaam karta hai puri jankari.
Google Analytics ki kuch jankari
Google Analytics ek iss tahar ki service hai jis hum Apne blog / website ko succeed par Leja sakte hai bas dekhne ka najriya hona chahiye .
Google Analytics ka kya benefits aap niche dekh sakte hai .
Google Analytics se hume yeh pta chal jata hai ki humri side par kitne visitor aate hai .
:- Hum Google Analytics me per day, per week, per month, and pure saal, jaise hum dekhna chahe.
:- Google Analytics me yeh bhi pta chal jata hai ki kitne page read kre or kaun kaun se post read kre .
:- Google Analytics me hum yeh bhi dekh sakte hai visitor humari side kitne time article read karte hai.
:- Google Analytics me yeh bhi dekh sakte hai kis kis social networking se humri side par visitor aate hai . jaise ki hum apni Website Facebook, twitter, Google+, etc se Add kar dete hai or koi visitor humre post dekhta hai to side par aa jata hai use hi social networking bolte hai .
:- Google Analytics ki help se hum real time Visitor bhi dekh sakte hai.
Or bhi bahot future hai aap jab account bnayege ho aap samjh jaye ge .
Google Analytics ki sabse best baat mujhe yeh lagti hai ki iska Google play store me app bhi hai Jo hum free me download kar sakte kabhi bhi kahi bhi puri visitor details dekh sakte hai.
Google Analytics par account kaise create karte hai
- https://www.google.co.in/analytics/ Google analytics par account bnane ki liye upar diye link par click kre.
Ab aap apna Google account login kar lijiye.
Ab sign- up par click kar lijiye, niche image dekh sakte hai.
Ab Google Analytics ke forum ko bhare (fill) kre. Maine image ke niche sab likha hai kaha Kya Bharna hai.
1:- aap yaha par Google analytics ka account kis name se bnana chahte wo likhe. Best hai anpa name type kare.
2:- yaha apni jis website ko track karna chahte ho us website ka naam likhe . yeh jaruri nahi aap kuch or Type kar sakte hai.
3:- yaha apni website ka URL daal dijiye.
4:- yaha category choose kar lijiye.
5:- yaha India select kar dijiye agar aap India people hai.
6:- Ab last me get tracking I'd ke botton Par click kar dijiye.
Ab ek new page open hoga us page Par I Agree Par click kar dijiye.
Niche image me dekh sakte hai.
Ab Aapke samne tracking I'd page open hoga , us page me Aapke Blog / website ke liye Google Analytics tracking code hoge .
Note- yeh 2 tracking code hoge ek aap ko apne Blog ki setting Par jakar add karna hai. Or 2nd tracking code aapko apni Blog ki template Par ADD karna hai , agar aap dono tracking code use nahi karte ho aap ko apne Blog / website ki sahi tracking statement show nahi hoti hai.
Warning- Aap in dono code ko copy kar ke phele kahi save kar dijiye. Kyoki first tracking code to aap kabhi bhi dekh sakte hai 2nd tracking code page band hone ke baad show nahi hota hai, Mere hisab se.
Google analytics tracking Script code Template me kaise add karte hai
Niche image me dekh sakte hai aapke tracking code kuch iss tarah ke hote hai.
1:- Ab apne blog ke dashboard par jaye
2:- Ab settings par click kar dijiye
3:- ab other par click kar dijiye
No comments: