Blog post Delete : Blog post ko search engine se remove kaise kare
Blog post Delete : Blog post ko search engine se remove kaise kare
Blog post Delete karne ke baad search engine se remove kaise karte hai. or iss ke kya Benefits hai . iss Article me Blog post ko delete kaise kare or index post ko search engine se kaise Remove kare Bataya gaya hai.
Mostly yeah mistake bahot Blog founder karte hai . wo Apne Blog Par kisi index post ko delete kar dete hai jisse yeah hota hai ki webmaster tools me Crawl errors show hai hai . I mean not found URL . aaise karne se Aap search engine Traffic kho sakte hai or bhi bahot se sideffects hai jo ki mai niche Batauga ,
Blog post delete karne ke sideffects kya hai
Post delete karne se koi sideffects nahi hota but agar Aap sahi processing se Blog post delete karte hai .
For example > agar Aap p.c , laptop Use karte hai to Aap ne dekh hoga ya suna hoga ki computer off karne ke liye Shut Down karte hai , agar Aap computer laptop off karne ke liye directly electronic Switch off kar dete hai to Aap ko iss ke sideffects feature me dekhane ko mil sakte hai . yeah example tha.
Har kaam ki ek sahi Process hoti hai agar Aap Uss kaam ko sahi tarike se nahi karte to sideffects hi sideffects hai .
Ussi tarah Blog post delete karne se phele Aap ko post ko noindex karna hota hai ya Webmaster tool ki help se URL Remove karna hota hai . mai Aap ko 2 process Trick Batauga Blog post delete karne ki jisse 2 Benefits hoge .
1 :- Aap ko Webmaster Tool me kabhi Crawl errors or not errors nahi dikhege . delete post se related.
2 :- agar Aap apne Blog Par jayda tar post delete karte hai ya URL changes karte hai to Aap ko kabhi iss wajah se search engine Avoid nahi karega .
Search engine Blog ko avoid kyu karne lagata hai
Mostly jab new Blogger Blog ki starting karte hai to Starting me aaye din Post delete karna or write karna laga raheta hai aaise karne se Search engine Blog Website ko Avoid karne lagata hai . iss ka karan yeah hai ki Aap sahi Processing se post delete nahi karte hai or Search engine ko pata nahi chalta hai . or baad me suchte hai Blog Par Search engine se Traffic kyu nahi ka raha hai . to mai Aap ko itna hi bologa ki Aap jab bhi post delete kare ya Blog post url change kare to post ko noindex kare ya Webmaster Tool ki help se remove URL kare .
Blog post ko delete kaise kare or Search engine se remove kaise kare
1 :- first Aap Webmaster tool Par jaye .
2 :- Ab Google index options Par click kare .
3 :- Ab Remove URL s Option Par click kare .
4 :- Ab Temporarily Option Par click kare .
5 :- Ab jis post ko delete karna chahate hai uss post ka url ADD kar or Continue ke Option Par click kar dijiye .
Ab webmaster lage ko refresh kare or delete post url ke samne pending likha hoga.
Ab Apne Blog Par jaye or uss post ko delete kar dijiye jis ka url Aapne yaha ADD Kara hai .
Ab kuch Time baad Aap ka delete post search engine Par nahi dikhega. Or Crawl errors se related problem face nahi karni hogi . or iss tahar Aap jitne bhi post delete kare ya url change kare search engine Aap ko kabhi avoid nahi karega .
No comments: