Blog post HTML minify kaise karte hai or HTML minify karne se kya benefits hote hai
HTML minify Blog post - Blog post HTML minify kaise karte hai or HTML minify karne se kya benefits hote hai
Blog Post HTML minify kaise karte hai . HTML minify post karne ka kya benefits hota hai. HTML minify kya hai or iss ka kya benefits hota hai Blog Par . Iss Article me HTML minify ke baare me Bataya gaya hai . or HTML minify Blog post me kaise Use karte hai .
Agar Aap ek professional Blog banana chahate hai to Aap ko har post HTML minify karne ke baad Publish karna chahaye . sabse phele mai Aap ko HTML minify ke Benefits Batata ho .
Aap ne Kai baar yeah dekha hoga ki Aap kisi site ka post Open karte hai to post Open hone me Time leta hai . yaa Aap ki net speed slow chal rahi hai to kise site ka post fast Open ho jata hai or kisi site ka Open hota hi nahi net ki show speed me . isse page optimization kahte hai . Aap ki CSS ,HTML or JavaScript Optimize delivery hogi to Aap ki site utni hi fast Open hoge .
Iss tahar har Blogger ko Blog post HTML minify karne ke baad Publish karna chahiye . jisse post bit size low ho jata hai . Blog Post fast Open hone lagate hai . or Aap ki site Par visiter se ek accha response Milne lagta hai .
Blog post HTML minify karne ke kya benefits hai
1 :- slow Internet me bhi Article easily open hote hai .
2 :- Blog post ka weights size kam ho jata hai HTML minify karne se or Blog fast loading ho jata hai .
3 :- Blog post HTML minify karne se Crawl or indexing me bhi bahot farak padta hai or ek accha response milta hai search engine se .
4 :- sab se important baat jo mobile se site visit karte hai unhe Aap ki site se kabhi koi problem nahi hoti . post Open karna me , post read karne me and etc . iss wahaj se ब्लॉग पर ट्रैफिक इनक्रीस होने के चांस बड़ जाते है ।
Blog post HTML minify karne se Blog ke Benefits hi Benefits hai koi sideffects nahi hai .
HTML minify karne me 1 se 2 minutes ka Time waise hota hai . jis ke Benefits Aapko aage chal ke dekh sakte hai Apne Blog Website Par . Aap ko khud hi pata chal jayega ki Aap ke Blog post kaise fast Open hone lag gaye hai .
Blog Post HTML minify kaise karte hai
1 :- Aap Jo bhi article likhte hai usse puri tahar complete kare . I mean Aap ko bas Publish ka botton tab karna ho .
2 :- jab Aap puri tahar post complete karle to HTML ke botton Par click kare jo ki Compose ke botton ke sath hai.
3 :- Ab Apne post ko pura copy kar lijiye .
Note :- HTML mode me Post copy karna hai Do not Compose mode
4 :- ab niche diye gaye link Par click kare or HTML minify karne ke site Par jaye . HTML minify website tool
5 :- Ab iss site Par paste kar dijiye or minify ke botton Par click kar dijiye .
6 :- Ab 5 se 10 second me Aap ka post HTML minify ho jayege phir usse copy kar lijiye or Apne Blog Par jakar paste kar dijiye.
7 :- Ab last step ek baar post preview check kare phir Publish kar dijiye .
No comments: