Blog Website Par Custom Header robots Tags setting kaise karte, Blog Par SEO Advance Tags kaise karte hai, SEO Blog

Custom Header robots Tags :- Blog Website Par Custom Header robots Tags setting kaise karte, Blog Par SEO Advance Tags kaise karte hai, SEO Blog


fastmoneyxyz.com

Hello everyone, iss Article me SEO ( search engine optimization ) se related jankari di gayi hai. Blog Website Par SEO Advance Tags kaise karte hai. I mean Blog Website Par Custom robots Header Tags setting kaise karte hai. Or Custom robots Header ke Benefits.

Jaise ki Aap jante hi hoge Blog Website ko search engine optimization karne ke liye hume kai step Follow karne hote hai . Unme se ek hai Custom robots Header Tags setting.

To phele jante hai Custom robots Header Tags setting se kya hota hai 
1 :- Aapki website blog ke sabhi post ko SEO good Results milte hai.

2 :- agar Aap apni Blog post par External Link use karte hai wo sabhi links nofollow kar sakte hai . nofollow Par tik mark karke

3 :- search engine Par apke Blog Website ke archives link catch nahi hone se ruk sakte hai . jisse cawaling fast hoti hai .

4 :- agar Aap Blog Par kise post ya page ke search engine Par show nahi karna chahate wo bhi kar sakte hai . image ko bhi, or bhi kai Benefits hai.

Ab jante hai Custom robots Header Tags setting kaise karte hai 

1 :- sabse phele Aap Blogger ke Dashboard Par jaye.

2 :- ab settings ke Option Par click kar dijiye.

3 :- Ab search performance ke Option Par click kary dijiye.

4 :- Ab Custom robots Header Tags ke Option Par click kar dijiye .
 5 :-Ab wali niche image Follow kare or image ko dekh kar tik mark kare. save Par click kar dijiye .
fastmoneyxyz.com
Ab apne abhi post Par Custom robots Tags ka Option show hoga . Aap apne hishab se command de Sakte hai. 

fastmoneyxyz.com


Ab jab bhi Aap koi article publish kare Aapke Custom robots Tags ke sabhi Option hote hai ab Aap command de sakte hai or phir done Par click kar dijiye. full Guide for Google


Custom robots Tags command ke meaning
1 all - iss Option se Blogger post ka automatically set kar leta hai. Yeah option jab bhi work karta hai jab apne Custom Header robots Tags enable nahi Kara hota.

2 noindex - iss Option ka use jab karte hai jab Aap ko Blog Website post ya page Search engine Par show nahi karne hote hai. 

3 nofollow - iss option ka use jab karte hai jab Aap apne post ya page Par External Link use karte ho or Unhe like juice nahi dena chahate. I mostly karna hu.

4 noon - iss Option ka jab use karte hai jab kisi post ko search engine Par nahi show karna ho or External Link bhi nofollow karne ho . I mean like juice nahi dena ho.

4 noarchive - iss Option ka use jab karte hai jab Aap ko apne post ka archive search engine Par show nahi karna chahate.

5 nosnippet - iss Option ka use jab karte hai jab search engine Par post information show nahi karna chahate. Jaise date time etc.

6 -noodp - iss Option ka use humesa kare yeah humere post dictionary or description show karna hai search engine Par.

7 - notranslate - iss Option ka use jab karte hai jab Aap apni post ki translation nahi kar chahate hai.

8 - noimageindex - iss Option ka usey jab karte hai jab hum apne post ya page Par jo image hai use search engine Par show nahi karna chahate. I mean not index image.

9 - unavailable-after - iss Option jab use karte hai jab hume ki post ko apne hishab se search Par show karna hota hai. Jaise Aap kisi post ko timeing de sakte hai ki wo search engine kitne din ke liye show hoye.

Note - Aap Blog Website Par jabhi custom robots Tags command de sakte hai jab Aap default se selection remove karte hai.



No comments:

'; (function() { var dsq = document.createElement('script'); dsq.type = 'text/javascript'; dsq.async = true; dsq.src = '//' + disqus_shortname + '.disqus.com/embed.js'; (document.getElementsByTagName('head')[0] || document.getElementsByTagName('body')[0]).appendChild(dsq); })();
Powered by Blogger.