Blogger Par Meta Tag Keyword search Description or Author Tag kaise Add kare
Blogger Par Meta Tag Keyword search Description or Author Tag kaise Add kare
Hello Friends Blogger Par Meta Tag Keyword search Description or Author Tag Add kaise kare ? Iss Bar Bataya Gaya hai . Agar Aap Blogger Platform par hai Or Aapne yeh Sab add nahi kara to Aapke Blog ko Search engine par Bahot kam Visibility Milti hai . Yeh sabhi Baate Aapko Vistar se Batane ki Koshish karta hoon .
Meta Tag Keyword Kya hai ?
NOTE - Meta Tag keyword = MTK Bola jayega Isse note kar Lijiye .
MTK Unhe Bola jata hai jo Popular Keyword hota hai Aap jis Topics par Jankari Share karte hai Uss Topic ko MTK Bol Sakte hai , Blog ke MTk Add karne ke liye Topics Keyword Add kar Sakte ha. for Example - Facebook Tricks , Life Hack Tricks Etc Many More . Iss Tarah Topics MTK ka Work karte hai .
Search Description keyword Kya hai ?
Search Description = SD Bola jayega Isse note kar Lijiye .
Blog ke SD me Aap Blog ke Baare me Batate hai or Post ke SD me post ke Baare me Bataye hai . SD Search engine par Visibility Increase karta hai . Aap jo SD Add karte hai Wo User ke Search se Match ho jaye to Aapka Blog Search Engine par Show show hota hai . Phir User uss par Click karta hai or Aapke Blog par Visit karta hai .
Author Tag kya hai ?
Isme web Owner/Admin ka Name Add kara jata hai Jisse yeh pata chalta hai Blog ko kaun Run kar Raha hai .
Basic Discussion
Yeh Saari Details Search Engine Background me Catch karta hai Or User ke Search karne par show karta hai . I mean Visibility Increase karta hai. Internet Par Aise kai tools hai jo Aapne kya Details Add kare hai Same Time me Show karte hai . jisse yeh Clear Pata Chal jata hai ki jo Aapne Details add kari hai wo Backgroung me Run hoti hai .
Meta Tag keyword , search Description , Add karne ke Blogger platform me kai Way and Tricks hai But Sabse Better Results Blog Template me coding Add karne se milte hai .
To Jante hai Meta tag kaise Add kare Blogger par .
Niche Coding di Gayi hai Aap Isse Copy kare .
<b:if cond='data:blog.url == data:blog.homepageUrl'><META NAME="Description" CONTENT="APNE BLOG KE DESCRIPTION ADD KARE" /></b:if><META NAME="Keywords" CONTENT="KEYWORD ADD KARE" /><META NAME="Author" CONTENT="BLOG ADMIN NAME ADD KARE" />
NOTE - Jaha Blue Colour Se Mark kara hai Waha Aapko Add karne hai Word . Agar Aapko Keyword Add karne me Koi Problem hoti hai to Aap Meta Tags Generator Tool ka Use kar Sakte hai Here
Ab Aap Aapne blogger Account par Login kare .
Ab Template ke Option par Click kare or jo page Open hota waha Phir Edit HTML par Click kare .
Ab Niche di Gayi coding ko Aapni Template par Search kare Or Uske niche Meta Tag coding paste kar Dijiye .
Ab Last Step Save Template par click kar Dijiye .
NOTE - Meta Tag kai Tarah ke hote hai For Example - Language , Conutry , Robot File , Http Etc Meta tag But Aapko iss Post me kuch hi ke Baare me Bataya gaya hai to Jayda Important hote hai SEO ke Liye .
I Hope Aapne Easily Meta Tag coding Add kar di hogi , Or Ab ki Search Engine par Visibility Increase hone Lagegi . Agar Aapko Hamara yeh Post Useful Laga hai to Isse Share karke hamara Sahyog kare . Thank you for Visit !!!
No comments: