Blogger par Wordpress Comment Box kaise Lagaye
Blogger par Wordpress Comment Box kaise Lagaye
Iss Post me yeh share kara Gaya hai ki- Wordpress Comments box Blogger par Kaise Lagaye . Wordpress par jo Comment Box hota hai Usme Email id Add karne ke Baad Reader Comment karte hai hai Same Ussi Tarah Intense Debate Comment Box bhi Work karta hai . Yeh Blogger Platform ke liye kaphi Better hai .
Intense Debate CT Box kaphi Saare Feature hai For Example-
- Reply by E-mail - Isme Reader Email id se Comment kar sakte hai.
- Facebook connect - Agar Aapne Facebook connectivity on kar rahi hai to Aapke Reader FB se Connect hokar bhi CT kar sakte hai .
- Twitter connect - Agar Aapne Twitter connectivity on kar rahi hai to Aapke Reader Twitter se Connect hokar bhi CT kar sakte hai .
- RSS reader and tracking - Yeh Aapke Rss Reader ko bhi Track karta hai.
- E-mail notification - Agar koi Reader Aapke CT Box me CT karte hai to Aap Notification Aati hai or Sath Aapke Reader ko Notification milti hai .
- Moderations / full list - Iss CT Box me Moderations ka bhi Feature Add hai Aap Usse bhi Use kar Sakte hai .
- Or bhi Great feature hai Iss Comment Box me CT Edit karna,CT Box look Change karna etc . yeh Puri Blogger Platform ke Liye Best Comment Box hai
Blogger par Wordpress Comment Box kaise Add kare ?
first Aap intense debate Website par Jaye or Sign-up kare jo ki Bahot Easy hai .
Ab Yaha Aap Aapne Blog ka URL Add kare With http://
Idhar Aapko Aapna Platform Choose karna hai to Aap Blogger Choose kar kare .
Ab Aapki Screen par kuch Iss Tarah ki Image show hogi niche Image Follow kare .
Display IntenseDebate CT Box - Yaha Aapko All Post Select kar Karna hai .
Choose File - Idhar Aapko Aapni Template ka Back-up Add karna hai , Aapni Template ka latest Back-up Lijiye or Usse yaha Add kare .
NOTE - Agar Aap All blog post select karte hai to Aapke blog par Old CT Hide ho jayege Agar Aap Old CT Hide nahi karna Chahate to New Post Choose kar Sakte hai .
Ab Aapki Screen par ek New page Open hoga , Aapko Waha se Coding Copy karni hai , Copy karne ke Baad Aapko Aapne Blog par Login karan hai Or Aapne Blog Template ki All Coding Select karke Usse Delete kare Or jo Aapne jo Coding copy kari hai Usse Waha Paste kar Dena hai or Last me Template Save Button par Click kar Dena hai .
Ab Aapne Blog par Intense Debate ka Stylish Comments Box Show hone Lagega . Ab Aap Aapne Intense Debate ke Dashboard par jaye Or Aapni Profile Image Add kar Dijiye or Sath hi Feed Id and Url bhi Add kar Dijiye .
I Hope Aapka Blogger par Stylish Comment Box Add ho Gaya hoga . Agar Aapko Hamara Yeh post Useful Laga hai to Isse Share karke Hamara Sahyog kare . Thank you For Visit !!!
No comments: