Car Accessories Shop ki starting kaise kare Best Business idea

Car Accessories Shop ki starting kaise kare Best Business idea


Car Accessories Shop ki starting kaise kare. I mean car decoration shop ki Opening . iss Article ki help se Aap sabhi ko iss field ke baare me jankari share karni ki koshish karuga . Agar Aap iss field me interested hai to Aap kaphi jankari store kar sakte hai .

knowledge & money


Kuch Secret Car Accessories Shop ke baare me jine jaan kar Aapko interesting lagega 

1 :- Kya Aap jante hai ki ek Automobile Car work shop se jayda kaam Car Accessories Shop Par aata hai .

2 :- kya Aap jante hai ek Car decoration Shop jitna profits 10 day me hota hai. Utna profits ek Automobile Car repairs work shop one month me kar pati hai .

3 :- kya Aap jante hai Car Accessories Shop Par ek Car mechanical shop se jayda worker kyu work Karte hai. Because iss Shop ko per day itna Benefits hota hai ki ek normal shop bhi 5 se 8 worker afford kar sakti hai .

4 :- kya Aap jante hai ki jo Car Accessories Shop ke owner hote hai mostly  unhe kuch nahi aata . wo Apne worker Par depend rakhete hai. I mean iss Business se related kuch nahi aata . mai Delhi se hu Delhi me aaisi Kai Car decoration Shop hai . to yeah example Delhi ke upar tha .

Sabse best baat iss field ki jo mujhe best lagati hai

Aap ko yeah baat kahi nahi pata chalegi jo mai batane ja raha hu .yeah Business ek aaise Business hai jo ek Denting painting  Car mechanical spare parts shop se phele chalna start kar deta hai . I mean running karna . haan iin four Shop se fast chalne lag jata hai Car Accessories Shop ka Business .

iss shop ka fast running karne ka kya karan hai

Iis ka karan yeah hai ki sabhi people's (इन्शान) ko  decoration (सजावट) bahot pasnad hoti hai . car ka engine beshak (बेशक) kharab ho . Par Car ka look good lagana chahiye . car me sound system high class hoga chahiye. Car ki number plate stylish honi chahiye . car Par Stylish sticker hone chahiye , car ke wheels cover's Stylish lagane chahiye , car me high horn hona chahiye . car ke seat cover's stylish hone chahiye . car ke bumper Danger & stylish looking hone chahiye  and etc etc .......
Yeah mostly sabhi people's sochate hai issliye Car Accessories Shop fast running karne lag jati hai .
Note :- yeah kuch example bataye hai Maine mostly people's Apni car ko lekar kya sochate hai .


Car decoration shop ki Opening kaise karte hai

First hum jo bhi Business start karte hai uss ki hume knowledge hona jaruri  hoti hai . but agar Aap ko uss Business ki knowledge nahi hai to kya Aap Uss Business ko start nahi kar payege . Mera manna hai jab hum pani me jump marege (मारेगे) jabhi to swing (तैरना) ayega .  agar Aap yeah sochate hai ki bina pani me jump mare Terna (तैरना) aa jaye to Aap wrong hai . 
Kisi bhi Business ko successful Business Banane ke liye 3 (Three) baate hona jaruri hai . mind power, money power , and hard work .

To Ab me Apni baat Par aata hu Car Accessories Shop ki opening kaise kare Best Business idea .

Yaha Aap ke Aap two Option hote hai first yeah ki kisi good Car decoration shop Par work karke Training or knowledge store kare. 
Second option yeah hai ki Aap ek experience holder working hire kar sakte hai . I mean salary Par rakh skate hai .


yeah shop open karne ke liye ek experience holder working ki help important hai. Aap ko ek aaise worker find karna hoga . because iss ke bina aap kuch nahi kar sakte hai . yaha tak Aap iss ke bina shop Par Car Accessories se related saman tak nahi store nahi kar sakte hai .

Mujhe second Option better lagata hai because iss me yeah Benefit hai ki ek to humara Apna Business hoga .  second yeah ki jab humari Apni shop hoti hai to hume uss field ke sabhi Secret or work se related knowledge jaldi mil jati hai jo ki kisi show Par kaam karne se bhi itni jaldi nahi milti hai .

Car decoration shop ka Business me 201% profit hi profit hai. lose ka to koi chance hi nahi hai or yeah Business fast running Business hai .

Tip's & suggestions 
Agar Aap iss Shop ki Starting karne ki soch rahe hai to iin baato ka dhyan rakhe shop ka size kam ho to chalega but car parking ki jagah hoga jaruri hai . agar Aap ke shop ke pass car parking karne ka space nahi hai to shop ke chalne ke kam chance hote hai .
2 :- Aap ki shop aaise place me honi chahiye jaha rash ho . jaise road , Terrific place , market ke aas pass . etc .

Note :- yeah Business Aap 2 to 3 lac's me start kar sakte hai or high class karne ke liye koi limit nahi hai depend your shop .

No comments:

'; (function() { var dsq = document.createElement('script'); dsq.type = 'text/javascript'; dsq.async = true; dsq.src = '//' + disqus_shortname + '.disqus.com/embed.js'; (document.getElementsByTagName('head')[0] || document.getElementsByTagName('body')[0]).appendChild(dsq); })();
Powered by Blogger.