Carding kya hai - destroy your liye.

Carding kya hai - destroy your liye. 


Carding kya hai or carder se kyu dor rahena chahiye . yeh article janhit Par adharit hai . iss post me carding ke baare me Bataya gaya hai. Mostly hota yeh hai ki jab koi people's carding se related Group join karta hai to waha ki baate unhe samjh nahi aati Par uss User ko waha interested offers dekhte hai jiski wajah se User carding ke baare me janane me interest leta hai-


Carding kya hai


Carding ek cyber crime hai . carder ek tahar ka hacker hota hai jo credits card se online shopping karta hai . par Apne liye nahi second person ke liye . carder kisi saman jaise phone ko book karna hai or uski online payment bhi karna hai . or jis user se uski deal hoti hai uss ke Bataye address Par book Kara deta hai .

Second person help iissye lete hai kyuki Unhe 25000 ki chij 10000 ki mil jati hai . iss lalach me second person carder ki baato me AA jata hai .

But iss me loss user ka hota hai kyuki ussi ke address Par saman aata hai or jab card ki details nikali jati hai do user FAS jata hai bas kuch lalach ke chakar me  cyber crime ka sikar ho jata hai . jiski wajah se User ko jail bhi Jana padta hai .


Facebook Par Aap ko Kai aaise group dekhe ko milege jaha carding se related baate hoti hai . 90 percentage waha fake carding hote hai jo Aap se advance lekar riper ho jate hai . I mean bhag jate hai or Aap ko WhatsApp or Facebook Par block kar dete hai . jaha bhi Aap contact karte ho .

10 percentage carder people's ka kaam kar dete hai . par jaise Maine upar Bataya ki yeh ek crime hai or Aap FAS jate hai . kai baar people's first deal me nahi faste Par Par Unhe iss lalach ki adat lag jati hai or wo faste jarur hai .

Kai carder f2f deal karte hai I mean face to face your city Par but moslty loss user ka hi hota hai . jail hone Par Aap ki puri life barbad ho jati hai . or family members or Pareshan hote hai Court or advocate ke chakkar Kat kar .

mostly jo carder ka sikar banate hai unki age 15 se 30 ke bich hoti hai kyuki iss age ke people's jaldi se kisi ki bhi baat par attracted ho jate hai or life ka experience bhi kam hota hai or shot cut ke chakkar me worgn way me aa jate hai .

Iss post ko likhne ka udesh yehi tha ki jab people's iss Tarah ke group join karte hai 10 me se 5 user carding ke baare me jankari search karte hai . or 5 me we 3 user bhi iss Article ko read karke hai or carder se kisi parkar ki deal nahi Karte to mujhe badi kushi milegi ki meri iss post ki wajah se 3 user ki life destroy hone se Bach Sakti gayi . I mean cyber crime se Bach sakte hai-

No comments:

'; (function() { var dsq = document.createElement('script'); dsq.type = 'text/javascript'; dsq.async = true; dsq.src = '//' + disqus_shortname + '.disqus.com/embed.js'; (document.getElementsByTagName('head')[0] || document.getElementsByTagName('body')[0]).appendChild(dsq); })();
Powered by Blogger.