Copy paste Blogging ke sideffects or puri jankari

Copy paste Blogging ke sideffects or puri jankari


Copy paste Blogging kya hai or isske ke sideffects. iss Article me copy paste Blogging ke sideffects ke baare me details me Bataya gaya hai . Jab koi new Blogger Blog ki Starting karta hai to wo yeah shochata hai ki jitni fast post Publish karo utna hi accha hai or iss wajah se kuch Blogger Owner copy paste karna start kar dete hai . Par wo iss baat Par notice nahi karte hai ki copy paste Blogging ki life nahi hai .
knowledge & money

Copy paste Blogging ke sideffects kya hai

1 :- first sabse important baat yeah hai ki hum Apni najaro me ghir jate hai.
2 :- search engine Par humari post bahot kam show hote hai . I mean hum search engines ki bhi najaro se ghir jate hai.
3 :- visitor or User ki bhi najaro me ghir jate hai . jis visitor ko yeah pata chalta hai ki same post kisi or Blog Par bhi hai . I mean write ka skill or knowledge share karne ka skill . visitor iin baato se samjh jata hai yeah post copy Kara gaya hai or wo visitor life me second life visit nahi karta copy paste Blog Par .
4 :- Google Adsense Approval nahi deta copy paste Blog web ko . I mena Aap Blog web set earning nahi kar sakte hai.

Copy paste Blogging karne ka Main point

Copy paste Blogging karne wale mostly people's Aap ko free platform Par milte hai jaise Blogger free platform hai .

but sabhi Blogger ek jaise nahi hote kuch Blogger copy paste se space banakar rakhte hai .

Paid platform Par copy paste karne wale Na ke Barabar kyo hote hai 

Iss ka karan hai hai kyuki paid platform Par web Owner ki pocket se paise lagate hai or jo paise invest karta hai wo iss Mistake ko nahi karna chahata kyuki uss web Owner ko pata hota hai ki mere time , money , etc sab waste ho sakta hai copy paste Blogging karne se.

Copy paste or original me kya fark hai

Bahot se web Owner pahele kisi baare me knowledge store karte hai phir uss Par post write karte hai Apne tarike se yeah copy paste Blogging nahi hoti .
Jo web Owner kisi Blog Par gaye or uss blog ka post copy Kara phir apne web Par paste kar diya . kuch word change kar diye . isse copy paste Blogging bolte hai .
Aaisa karne se Aap Apna bhi time waise karte hai or data bhi but aaisi Blogging ki koi life nahi hai agar Aap new hai to copy paste jaise galti nahi kare .
Or jo yeah mistake kar chuke hai , Unhe mai yeah bolna chahata ho ki wo copy paste post delete kare .
Note :- agar Aap copy paste post delete karte hai jab Bhi kaphi time lag sakta hai Aap ke Blog ko search engine se better relationship Banane me .
Aap chahe to Blog delete karke new Blog se starting kare.

No comments:

'; (function() { var dsq = document.createElement('script'); dsq.type = 'text/javascript'; dsq.async = true; dsq.src = '//' + disqus_shortname + '.disqus.com/embed.js'; (document.getElementsByTagName('head')[0] || document.getElementsByTagName('body')[0]).appendChild(dsq); })();
Powered by Blogger.