CSS Property ke kuch Meaning or Use

CSS Property ke kuch Meaning or Use. 


CSS Property ke kuch Meaning or Use . Agar Aap ek Blogger hai to CSS Coding ka Use jarur samjhe . Waise to Coding kai Platform par kaam aati hai for exmple - Web design , App Develoment , Email Create etc extra . But Mai web Platform ko dhayan me rakh kar Css property me Use hone wali Coding ki jankari Share karuga . 

knowlegde & money


English language me Aaise Kai Saari Site hai Jaha Coding se Related Jankari Milti hai jiske Baare me Maine Aapne Old Post me bhi Bataya hai . 


नीचे जो आप  CSS Coding देख रहे है इनका क्यों और किस लिए उपयोग होता है यह बताने की कोशिश करी गयी है  |
S.NoCSS Coding
01display :none;
02Display :block;
03Display :inline-block; 
04Position :relative;
05Position :absolute;
06Overflow :hidden;
07@media screen and (max-width: 400px)
08text-align: justify;
09shadow: 6px 0px 0px;
10text-decoration:underline;
11margin: 0px;
12font-family: 'Palatino Linotype', 'Book Antiqua', Palatino, serif;
13float:none;
14padding: 0px;
15h1, h2, h3, h4, h5, h6

First me CSS ke kuch Code kis Liye Use karte hai Batata hu 

1 - display :none 

Yeh jab use karte hai jab Aap koi chij Nahi Show karni .

2 - Display :block

Isse jab Use karte hai jab Aapko kisi chij ko block karna hai, I Mean ek jagah Rokana .

3 - Display :inline-block 

Iss ka Use jab karte hai jab ek ke niche ek chij dikhani ho .


4 - Position :relative 

Yeah bahot important code hai iss ka Use Jab karte hai jab kisi chij ko Responsive karna hai .

5 - Position :absolute 

Iss ka Use jab karte hai jab kisi chij ko kisi ke upar dikhana ho .

6 - Overflow :hidden 

Iss ka Use side me Extra Gap hota hai Usse Hide karne ke liye karte hai .

7 - @media screen and (max-width: 400px)

Iss ka Use Mobile, Tab or Small Screen devices ke liye hota hai jisse web Responsive show ho sake yeh bahot important part hota hai web design ka . Aapne Kai Baar Notice kiya hoga ki kisi Web ka Desktop Par Font size Big hai or Mobile Tab Par small yeh Issi se Kara jata hai . Desktop Par kuch or dikhe or Small Screen devices Par Responsive .

8 - text-align: justify

Iss ka Use word paraghaph ko barabar karne ke liye kiya jata hai . I Mean jo Aap write karte ho, Aap Post ka Paraghaph dekh samjh jayege .

9 - shadow: 6px 0px 0px

Iss ka Use shadow dene ki liye kiya jata hai .

10 - text-decoration:underline

Iss ka Use underline lene ki liye hota hai .

11 - margin: 0px

Iss ka jab Use karte hai jab Boder ke bahar Gap dena hota hai .

12 - font-family: 'Palatino Linotype', 'Book Antiqua', Palatino, serif


Iss Tarah ki font coding hoti hai jisse font style show hoye .

13 - float:none

Kisi Chij ko Sahi Position dene ke liye iss ka Use hota hai . ,none ko change karne jaise right , left , center . none Mean koi fix position nahi  .

15 - padding: 0px

Jaise Maine upar Bataya Tha ki margin border ke bahar ka gap hota hai or padding border ke Andar Gap dene ke liye Use hota hai .

15 - h1, h2, h3, h4, h5, h6

Yeh Heading ki Coding hai isse Aap Aapni font size srceen media par set karke Arrative kar sakte hai.

Maine yeh coding ke Meaning issliye Bataya hai jisse Aap Aapni CSS Coding ko Samjhne me easy ho jaye or Aap Aapne Blog ko Modify kar sake .

Aapne next Article me Html coding ke basic or  taging ki ki Jankari Share karuga Jisse Aap kaphi Help Milegi .

No comments:

'; (function() { var dsq = document.createElement('script'); dsq.type = 'text/javascript'; dsq.async = true; dsq.src = '//' + disqus_shortname + '.disqus.com/embed.js'; (document.getElementsByTagName('head')[0] || document.getElementsByTagName('body')[0]).appendChild(dsq); })();
Powered by Blogger.