Export import Guest Blogging kya hai or Guest Blogging ke Benefits

Guest Blogging - Export import Guest Blogging kya hai or Guest Blogging ke Benefits


knowledge & money

Guest Blogging kya hai or Guest Blogging ke kya Benefits hai . Mostly Aapne yeah dekha hoga ki Guest Blogging me ek Blogger Admin  dusare Blog Admin ki site Par Guest Post karta hai . jisse Guest Post karne Blog Website ko Backlink mil sake.

Par Guest Blogging ka craze Ab dhire dhire khatam ho raha hai. Iss ka karan hai yeah dekha ja raha hai ki . jo Guest Post likhta hai usse visitor kaam Value dete hai . or jis site Par Guest Post Publish hota hai usse jayda Value dete hai . aaise Aapne bhi Kai baar dekha hoga . yeah ek normal thinking hai jo ki hur visitor ke dil me aati hai .

Issi wahaj se Guests post ka Craze dhire dhire low ho raha hai . 
          But Blog Admin Apni website Par ek aaise Rules nikal de ki Export import Guest Blogging > I mean Guest Post ka Lena dena . yeah baat sunne me Aap ko Unique lagegi . but future me iss Export import Guest Blogging se sabhi web Owner ka fayda hoga. jo ki mai imagine kar raha ho .

Export import Guest Blogging kya hai 

Export mean kisi website ko Guest Post dena .

Import mean jis website ko Aap ne Guest Post diya hai uss website se Guest Post badale me Lena . i mena Export import .


Maan lijiye agar 1 month me mere site Par 10 Guest Blogging post share liye jati hai . to mujhe bhi 10 post un website ko dene hoge .

Export import Guest Blogging ke kya Benefits hai

Aap agar serious horkar sochege to Aap ko khud hi Answer mil jayega phir bhi mai kuch Benefits Aap ke samne rakh deta ho Jo Aap easily samjh sake Export import Guest Blogging fayede .

1 :- Aap ko site ko Backlink milega or most important baat yeah hai ki Aap ki 1000 bhi Backlinks jaye Google kabhi yeah nahi soch sakta ki Aap ke paid Backlink hai . Aap ke Backlink Google ki najro me humesa original Backlink hoge . iss ka karan yeah hai ki yeah Backlink Export import Guest Blogging post dawara mile hoge jo ki Google ko samjhne me Time nahi lagega .

2 :- Aap ki Website se relationship dusari website se bahot good Ban jayege .

3 :- or jo sabse achhi baat hai wo hai jab Aap Export import Guest Blogging karege to kaam ki tension hogi kyuki jis website se post Lena hai usse post dena bhi hai . or jab kaam sar Par hota hai to topics Apne Aap mil jate hai post likhne ke liye . yeah mera personal experience hai. 

Or bhi Kai Benefits hai Export import Guest Blogging ke Aap iss baat Par suche or start kar dijiye . (stra to kisi ko karni hi hogi)

Agar Aap humari website se Export import Guest Blogging dawara Connect hona chahate hai to read. 

No comments:

'; (function() { var dsq = document.createElement('script'); dsq.type = 'text/javascript'; dsq.async = true; dsq.src = '//' + disqus_shortname + '.disqus.com/embed.js'; (document.getElementsByTagName('head')[0] || document.getElementsByTagName('body')[0]).appendChild(dsq); })();
Powered by Blogger.