Facebook search history kaise Delete kare
Facebook search history kaise Delete kare
Facebook search history kaise Delete kare - or puri jankari . Facebook ek aaisi chij hai jo hum kisi ko bhi use karne ke liye mana nahi karte hai moslty . agar Hum Apne account Par Login hai or koi jankar hume Bolta hai ki jara I'd dikhana kuch search karna hai . or wo person jab kuch search karta hai to uss people ko humari search history bhi show ho jati hai . jiske karan kabhi kabhi Aapko bed feel karna pad sakta hai.
yeah Question mujhse Manish Yadav Ji ne puchha tha . waise to history clear karna bahot easy hai . Par jab kisi person ko iss ki jankari nahi hoti to unke liye difficult ho jata hai
Ab jante hai clear kaise kare
1 :- first Apne fb account login kare .
2 :- Ab search box Par click kare .
3 :- Ab edit ke Option Par click kar . niche image Follow kar sakte hai .
4 :- Ab clear searches Par click kare .
5 :- Ab Continue Par click kare .
Iss Tahar Aap Apni fb search history clear kar sakte hai . agar Aap PC laptop Par hai to bhi same process use kare .
No comments: