Google AdSense approval karwane ki important jankari
Google AdSense approval karwane ki important jankari
Dosto iss article hum yeh janne ge Google AdSense se paise kaise kmate hai or Google AdSense se relative importent baate , agar aap Google AdSense ke baare me nhi jante to ek baar me btana chahta ho, Google AdSense Kya hai .
Google AdSense kya hai
Google AdSense Google ki advertising site hai Jo hume Jo hume YouTube videos or website par ads' deti hai. (provide karti hai)
Google AdSense hume kis baat ke paise deti hai
Mai aap ko bta do Google AdSense hum Jo YouTube video par ad's lgaye hai or apni website par ad's lgaye hai un ad's par jab koi visitor click kr ke dekhta hai us baat ke paise deti hai .
Hum Google AdSense se kitna kma sakte hai
Yeh aap par depend karta hai ki aap Jo YouTube par Jo video aap upload karte ho or Jo website aap bnate ho wo kitni useful hai.
YouTube par Google AdSense approval karne ke liye kya jrori hai
Dosto YouTube par Google AdSense 2 se 3 din me approval ho jata hai, but aap ki video kahi se kahi se copy nhi kri honi chahiye or adult nhi honi chahiye
Website par Google AdSense approval karwana ke liye kya jrori hai
Website par Google AdSense approval karwana ke liye apki ki website par content us , about us , privacy policy ka page hona jrori hai or 15 se 25 long article hone jrori hai or simple template, or apki website Google search engine me submit honi chahiye
Website par kya nhi hona chahiye
Apki website par copy paste nhi hona chihiye Matlab aap kisi ke article copy nhi kr sakte.
Apki site par broken links nhi hoye chahiye .
Apki website par image copyright nhi honi chahiye .
Website Google AdSense se approval kitne din me ho sakti hai
Yeh aap ke upar depend karka hai aap chahe to 30 din me Google AdSense se approval karwa sakte hai example mai ho Maine anpi website ko 27 huwe din Google AdSense me apply kr diya tha or 29 huwe din approval kra liya tha aap bhi meri trick apna sakte hai.
Also read- Google AdSense account 30/day completely approval kaise kraye
Google AdSense payment kaise karta hai
Google AdSense se aap direct apne account me bhi payment le sakte hai or PayPal account se bhi yeh aap ke hath me hai aap kis tahar payment Lena pasnad karte hai
Kya hum apni Google AdSense ki earning dekh sakte hai
Jab aap ka Google AdSense account approval hota hai to Google AdSense aap ko email par AdSense billing I'd provide karta hai us I'd se aap apni Google AdSense ki earning dekh sakte hai or aap ke ad's par kinte logo ne click kra or bhi bahot kuch
Kya hum yeh kaam mobile par se skate hai
Aap mobile se YouTube par video upload kr paise kma sakte ho, mobile se website bna sakte ho, shahi bolo to aap Sara kaam mobile par hi kr sakte ho all totally bas aap ka mobile smart advance mobile hona chahiye, mai bhi mi redmi note-4Gmobile par saara kaam karta ho.
No comments: