Hike Messenger App kya or iss ke Benifits
Hike Messenger App kya or iss ke Benifits
Hike Messenger App Kya or Iss Ke Benifits - Sabse Phele Ek Baat Clear Kar du Ki Yeh App un Logo Ke Liye Hai Jo Movies , Songs and Image etc Export Import Kar Sakte Hai -I mean Share Karna , Ya Chatting Karte Hai . Yeh Bilkul What'sapp or Facebook Ki Tarah Hai , Isske Baare Me Aapko Niche Vistar Se Jankari Share Karuga -
Hike Massenger ki Feature ke Baare me Batata Hu . Yeh ek Multi Telented app Hai , Iis ki Chatting Itni Attractive Hai Jiski Wajah se People's Isse Like Karte Hai - Jaise Ki Issme Sticker Hai Jo Aapki Feeling Share Karte Hai-
2 - Iss Massenger me aap High Quility Movies without Internet share Kar Sakte Hai -Wo Bhi Puri Movies- But wo Friends 100 Meters Radius ke andar hona Chahiye Isse tarah aap Koi Bhi bahot kuch share kar Sakte hai-
3 - Iss me aap What'saap ki tarah ek Group Bhi bana Sakte hai , But Group me 500 member se upar nahi add kar sakte aaj ki date me , kya pata future me add kar Sakte ho .
4 - Iss me Facebook ki tarah aap aapne Post , Status Publish kar sakte hai or aap ke Friend uss par like kar sakte hai -
5 - Chattng hide Feature aap iss me Aapni Chatting Hide Kar Sakte Hai with person
Or mujhe jo iss me sabse Best laga wo hai hai ki Without Internet hum 100 metres radius kisi se bhi chat kar sakte hai - or Internet ke sath wo hum world me chat kar sakte hai .
Extra Feature-
Hike Massenger me hume Dailiy news milti hai aap hindi and english language me read kar sakte hai . or per day ek motivation status milta bhi milta hai .
Ab agar yeah soch rahe hai ki hike par pata kaise chalta hai kaun massenger par hai . same jaise what'sapp par jaise pata chalta hai waise hi hike par pata chalta hai , i mean contact number se agar aapne aapne mobile par contact number add kara hai or wo people's massenger par hai to aap show hoga or phir aap use friend request send kar sakte hai
News future
Hike App ke undar hum news with image read kar sakte hai wo bhi Hindi and English language me . I mean both language .
Hike Messenger pata kaise chalta hai ki kaun Hike par hai
Jaise ki Aap jante hoge ki what's App par hume Apne add content se pata chalta hai ki kaun what's App par hai . same ussi Tahar Iss me hume apene add content se pata chalta hai kaun hike par hai.
Sharing future
Hike aap me share future bahot great hai hum kisi ko bhi puri HD movies without INTERNET Use kare share kar sakte hai or Agar hum jis kisi ko movies ,song, etc dete hai to fast load ho jata hai, bahot fast speed hai fast sharing speed hai.
Note -
Without INTERNET Use kare movies ,song etc dene ki liye jis ko hum share kar rahe hai wo Humre 100/metres radius ke undar hona chahiye or Jo movies share kar raha hai or Jo movies le raha hai dono ke Hike direct on hone chahiye-
Agar aap Hike App download karna chahte ho to iss link par click kar sakte hai nahi to play store se bhi download kar sakte hai -
Ab Maine Iss ki puri jankari Aapko share kar di hai or bataya hai ki Hike App multi Talented App kyu hai. Mera manna hai ki aane wale dino me yeh bahot popular ho jayega or sabhi yeh messenger Use karege.
Ab Jante Hai Hike Massenget Par Account Kaise Banate Hai-
Sabse phele upar diye gaye link se Hike app download kere.
Ab iss ko open kare or get started par click kree kuch iss Tahar ki image show hogi niche dekh sakte hai -
Ab Aapke niche dekh sakte hai iss Tarah ki image show hogi.
1 yaha par Apni country select kare .
2 yaha par Apna mobile number Add Kare .
3 yaha par next par click kare.
Ab Aapke mobile par confirmation code aayega usse yaha Add Kare or next par click kare, niche image par dekh sakte hai .
1 yaha par Aapni image upload kare.
2 yaha par Aapna name Add kare
3 yaha par next par click kare, niche image dekh sakte hai.
Ab niche wali image ko follow kare.
Or Ab Aapka Hike Messenger account ready hai or Ab Use kar sakte hai-
No comments: