Kya Aap ka Blog Mobile par Zooming karta hai
Kya Aap ka Blog Mobile par Zooming karta hai
Hello Friends Iss Article me yeh Jankari Share kari Gayi hai ki Aapka Blog Mobile par Zooming karta hai . Zooming karne ko Web Language me Intial Scale Bolte hai . Agar Aap Google pagespeed Inside Tool ke baare me Jante hai wo Waha iss related kaphi saare fact bataye Gaye hai .
Blog par Initial Scale kya benefits hote hai?
Aapne kai Baar Noties kara hoga ki kai Blog / website Mobile par zoom hote hai, I Mean finger se Width Badayi jati hai . Isko Scale Bolte hai . Agar Aapke Blog par Zooming hoti hai to Aapke Reader ko Screen se Related Problem Face nahi karti padti hai .
Agar Aap Google ke Pagespeed Inside Tool ke Bare me Jante hai Usme Bhi Iske Baare me Bataya Gaya hai Read Here
Agar Web Design Expert ke Baat kare to Wo Humesa Scale Width ki Advice Dete hai . Wordpress Platform par Mostly Scale Theme hoti hai But Agar Blogger ki Baat kare to Iss Mamle me Pichhe hai . kai Tempate me Scale Feature hota hai But Kai me Nahi hota hai . Ab Yeh Aap par Depend karta hai Ki Aapki Template me Scale Feature hai Ya Nahi Agar Aapki Template me Scale Nahi hoti to Don't Worry Aap Five Minute me Zooming Feature ko add kar sakte hai .
Blogger par Scale Template kaise kare Mobile or Tab device ke liye ?
First Aap Aapne Blogger ke Dashboard par Login kare .
Ab Template ke Option par Click kare , Or Phir HTML Edit par Click Kar Dijiye .
Ab Apni Template jo niche di gayi coding Search kare .
viewport
Ab Aapko image se milti julti coding dekhe usse Delete kar dijiye . or niche Wali coding copy kare or use Paste kar dijiye .
<meta content='width=device-width, initial-scale=1.0' name='viewport'/>
Ab Aap Template Save ke Option par Click kar dijiye Or Ab Apni Site ko Mobile tab etc par Open karke Dekhe ki Scale ho Rahi hai ya Nahi .
I Hope Aapka Scale ke Baare me Pata Chal Gaya hoga . Agar Aapko Hamara Yeh Article Useful Laga hai to Isse Share karke Hamara Sahyog kare . Thank you For Visit !!!
No comments: