Mobile Blogging karne ke liye Best App Collection or puri jankari

Mobile Blogging karne ke liye Best App Collection or puri jankari


Mobile Blogging karne ke liye Best App collection or puri jankari . Hello everyone, iss Article me Aapko kuch Aaise App ki jankari share karuga jo Aapki Blogging or Web desiging me puri help karge. Or jo User Mobile se Blogging se Blogging karte hai wo iin sabhi Android Apps ka Benefits le sakte hai or Apni Blogging start rakh sakte hai.

Mobile se Blogging karne ke kuch karan
1:-  kuch people p.c , laptop , afford nahi kar sakte unke liye sabse best hai Mobile Blogging kare.
2:-  kuch people ke pass p.c ,laptop hota hai Par unhe p.c , laptop , Par work karna pasnad nahi karte hai.
3:-  kuch people  p.c , laptop afford kar sakte hai but unhe p.c , laptop ko use karne knowledge nahi hoti .
4:- kuch people yeah smart hote hai wo yeah sochate hai ki jab Blog / website Par kaam increase hoga jab buy karge p.c , laptop.
5:-  kuch people Blogging se online earning ko fake mante hai issliye mobile se hi work karna pasnad karte hai. Wo sochate hai ki jab humari earning hath Par ayegi jab dekhege.

Ab jante hai mobile Blogging karne me aane wali kuch problem.
1:-  jab problem aati hai jab aapko kisi tahar ki Blog Template me coding karni hoti hai.

2:- jab aapko Template me codeing paste karna hota hai.

3:-  jab problem aati hai jab aapko Template me koi code search karna hota hai.

4:- jab aapko Template apene Blog /website Par upload karni hoti hai.

5:- jab aati hai Jab aapko kisi image ko Apne Blog visitor ke liye edit karni hoti hai.

6 :- jab problem hoti hai jab kisi image ko Compress karna hota hai Blog Par Add karne ke liye jisse Blog ki loading speed fast rahe .

Mobile se Blogging karne me problem ke solution

Puffin web browser App

fastmoneyxyz.com
Puffin web browser App


1:-  Puffin web browser App iss aap ki help ke aaep Blog website Par coding kar sakte hai. Template upload kar sakte hai Apne Blog website Par or bhi bahot kuch hai jo Blog par kar sakte hai but Mai mobile se yehi kaam karta to puffin web browser ki help se.


Office suite App

fastmoneyxyz.com
Office suite App


2:- office suite App iss App ki help se Apne Blog ke liye template ki XML file upload kar sakte hai Apne Blog Par, or jab mujhe koi code search karna hota hai to me phele iss me  karta ho iss me template ke code search karna p.c , laptop se bhi fast hai. To kul milakar mobile Blogging karne me puri help karta hai.


Clavis keyboard App

fastmoneyxyz.com
Clavis keyboard App



3:- clavis keyboard App iss ki help se aap template me code paste kar sakte ho Ctrl-V Dabakar kyuki puffin web browser App me Template Par coding paste karne ke liye option nahi show hota hai issliye me iss ki help leta ho.


Chrome browser App

fastmoneyxyz.com
Chrome browser Google App

4:- Google chrome App iis App ke help se me Blog / website Par Article likhata ho or post ko completely work Google chrome Par Hi karta ho , YouTube video upload karna Google AdSense ke ad's apne Blog Par lagana, or bhi bahot kuch.


Image editing ke shot 


fastmoneyxyz.com
Photo suite App

fastmoneyxyz.com
Pixlr image editor App

First - photo suite 4 App iss ki help ke mai image me Arrows ,circle or bhi bahot kuch edit karta ho.
2nd-  Autodesk pixlr App iss App ki help se me image ka size low karta ho or bhi bahot kuch karta ho.

P.C, laptop Par kyu check karna jaruri hai website ko
Mai Aapko batana chahta ho agar aapke pass p.c , laptop nahi hai to cybercafe jakar jarur check kar liya kare apene Blog / website ko kyuki p.c laptop Par humari site ka desktop version show hota hai jis se hume pata chal jata hai ki PC , laptop Par humari site kaise show hoti hai. Example front size , image size , width and height or bhi bahot kuch
Mai aapko suggest kroga ki aap 15 day me ek baar site ko PC, laptop Par jarur check kare. Iss tarah Aapko Blog Par kuch new improvement karne ke liye thought milege.

Mobile se Blogging karne ke benefits
1:-  sabse good mujhe yeh lagta hai ki me bed Par lat kar type kar sakte ho with blanket
2:-  aap kahi bhi metro , trainbus ,shopping mail , park, kahi bhi work kar sakte hai . jab me ghar se bahar hota ho or mera time pass nahi ho raha hota to me Article write karne lag jata ho.

Maine bhi Blogging Mobile se start Kari thi but Aaj mere pass laptop hai Par mujhe ab Mobile se hi Blogging karne me maja aata hai bahut kam use karta ho laptop ka.

Download kaise kare
Aap sabhi App ki image or name dekh sakte hai Apne Google play store me search kare. image match kare or download kar lijiye.

No comments:

'; (function() { var dsq = document.createElement('script'); dsq.type = 'text/javascript'; dsq.async = true; dsq.src = '//' + disqus_shortname + '.disqus.com/embed.js'; (document.getElementsByTagName('head')[0] || document.getElementsByTagName('body')[0]).appendChild(dsq); })();
Powered by Blogger.