Search engine me Aapke Web Post ki kya position hai kaise jaane
Search engine me Aapke Web Post ki kya position hai kaise jaane
Search engine me Aapke Web Post ki kya position hai kaise jaane . agar Aap Aapne Blog Website Par Article Publish karte hai or unki Google me kya Rank hai agar yeah pata chal jaye to Aap Aapni web ko improve kar sakte hai . i mean better seo optimization kar sakte hai .
Ji haan Aap webmaster tool ki help se yeah baat jaan sakte hai ki Apne post search Par kisi rank Par hai . jaise ki Aap jante hai Console Tool hi help se hum bahot kuch karte hai . jaise Sitemap submit karna , eroor fix karna etc or bhi bahot se Benefits hai jo hum iss tool ki help se karte hai .
Or hum iss tool ki help se Apne Article ki Rank jaan sakte hai or phir unki kamiya dekh kar Unhe update kar sakte hai .
To jante hai kaise kare
1 :- Ab search Traffic ke Option Par click kare .
2 :- Ab search Analytics Par click kare .
3 :- Ab Aapko position ke option par Tik mark karna hai .
4 :- Page ki option par Tik mark kare .
5 :- yaha Aap ko Aapni Avg position dekhe sakte hai .
6 :- yaha Aapke post ki list hogi jo bhi aapne post publish kare hai.
7 :- yaha wo click count hoge jo search engine se user aate aate hai Aap har artice ke click dekh sakte hai .
8 :- yaha par Aapke har post ki search engine position hogi . for example 5.1 mean first page par 5 number par post show ho raha hai .
iss Tarah aap aapne sabhi article ki rang dekh sakte hai or improve kar sakte hai .
Tip - improve karne ke liye post update karna hoga quility keyboard ka use karna hoga . article long likhna hoga , target keyboard sahi jagah add karne hoge , image seo karni hogi, or sabse best way hai ki fresh content use kare etc. agar aaise aap every week check karte hai to aap aapni ek better rank ban sakte hai bas samjhne me kuch time lagega .
kuch or jankari webmaster tool search Analytics ke baare me
1 - Queries par Tik mark karne par aap yeah dekh sakte hai ki visitor kya searck rahe the or aapka post ki position par show ho raha tha . yaha ek icon bana hoga agar aap uss par click karte hai to aap live uss post ki rank position bhi dekh sakte hai.
2 - page ke baare me maine upar baat diya hai .
3 - Countries par click karne par yeah dekh sakte hai kis kis countries se site par user aate hai search engine ki help se .
4 - Devices par yeah dekh sakte hai kis devices se site on karte hai
5 - Dates par aap custom, last 7 day , last 28 day , last 90 day ki position dekh sakte hai.
Note - yaha par one by one hi tik mark kar sakte hai sabhi par ek sath nahi kar sakte .
iss tahar aap seo optimization se relate sabhi jankari lekar Aapna web & Blog ki improve kar sakte hai .
No comments: