What is Google drive in Hindi - Google drive ki jankari

What is Google drive in Hindi - Google drive ki jankari. 


What is Google drive in Hindi . yeah ek bahot kaam ki chij hai . jise personal use me bhi la sakte hai . and Business work me bhi use kar sakte hai . or yeah Google ki service hai issliye hum iss Par trust bhi kar sakte hai .
Knowledge & money

Jab hum Gmail account Banate hai to hume Google ki Taraf se 15 GB free space ke sath Google drive service bhi milti hai jisse hum mobile , PC , Tab etc kisi Par bhi use kar sakte hai . 

Web Owner Google drive kaise use kare
Isska use website owners kaise kare drive web ke liye bhi hosting ka work Karti hai . i mean Aap Apne web Blog ke liye yaha JavaScript  coding file host kar sakte hai or CSS style sheet file bhi kar skate hai .

Blog Website Par PDF file show karne ke ke liye sabse best way hai Google drive .


Professional Developer Template size low karne ke liye google drive ka use karte hai . and Issi tarah Aap Js file or CSS style sheet file host karke file se related items web Par running kar sakte hai .

Common's use 

Google drive Par Aap Apni image collection document , pdf file , image document , and other etc collection save kar sakte hai . jisse hoga yeah Aap kabhi bhi jarurat padne Aap Apna account Login karke Access kar sakte hai .  or bhi bahot saare feature hai jaise file send karna, doc's , etc bagera .

Jaise ki Maine Bataya hai ki Google Drive 15 GB space Free milta hai agar Aap Apne free space full ho jata hai to Aapko paid space Lena padta hai. iss liye Aap niche diye gaye link Par click karke dekh sakte hai . kya charge hai Google drive space ka .

Google drive Common use or professional use or professional use iss sabhi ke liye Best hai jis Par eye's band karne bharosha kar sakte hai .

No comments:

'; (function() { var dsq = document.createElement('script'); dsq.type = 'text/javascript'; dsq.async = true; dsq.src = '//' + disqus_shortname + '.disqus.com/embed.js'; (document.getElementsByTagName('head')[0] || document.getElementsByTagName('body')[0]).appendChild(dsq); })();
Powered by Blogger.