Adsense account kaise approved karwaye simple Trick
Adsense account kaise approved karwaye simple Trick.
Adsense account kaise approved karwaye simple trick . waise aapne internet par kai aaise post read kare hoge. iss tarah apply karne se approved hone ke moslty chance hote hai .lakho aaise web owner hai jinhone adsense account approved karne ke liye iss way ka use kara hai .
sabse phele aap youtube par ek new account create kare . or phir yaha khud ki banayi gayi videos upload kare aap kisi bhi topic par video bana sakte hai . iis tarah aapko 2 se 3 video upload karni hi but dhayan rahe ki video orginal honi chahiye . i mean kisi or ki video ko upload nahi kare . maine aaise kai case dekhe hai to kisi flim ya song ko youtube add kare dete hai . to aap aaisi mistake nahi kare jabhi aap aapni video par adsense account connect kar sakte hai .
ab aapko videos par adsense connect karna hai . yeah kaise karte hai yaha jaan sakte hai . hai hi aap monitization enable karte hai hai to aapke pass 48 se 72 hours me mail aayega ki youtube adsense account approved ho gaya hai .
ab aapko youtube ki help se aapni website par adsense account approved karna hoga uske liye kya kya karna hai wo jante hai . aapki website par 20 se 25 fresh post publish karne hoge . or bhi bahot kuch karna hota hai jaise fast and clean site banana etc , kya kya karna niche diye link par click or jankari store kare .
ab jab aapke youtube adsense account ko 27 se 30 din ho jaye phir web ki liye apply kare . wo ka
ise kare jante hai . niche diye gaye link par click kare or account sign-in kare.
Note - kise wajah se sign in nahi hoti to aapne ke aapke pass ek mail aaya hoga youtube adsense ki taraph se usme link hoga login karne ka aap uss link par click karke bhi ja sakte hai . https://www.google.com/adsense/start/#?modal_active=none
1 - ab settings ke icon par click kare .
2 - ab settings ke options par click kare .
.
Ab Access and authorization ke option par click kare or phir ek page open hoga .
ab aapko adsense ke liye apply karna hai hai yaad rahe iis tarah website ke liye apply karne ke liye custom domain name hona jaruri hai.
Ab samne upar wali image show hogi yaha aap ko apni website ko Google AdSense ke liye apply karna hai
1 yaha par aapni web ka domain name add kare with www .
2 yaha par submit par click kare dijiye. jaise hi aap submit par click karege aapke screen par ek page open hoga aap my ads par click kare .
Aapki screen par kuch iss tarah ki image show hogi new ads unit par click kare . phir ek new page open hoga .
ab niche wali image follow kare
1 - yaha par aapko ads ho ek name dena hota hai jisse aap uss ads ko yaad rakh sake .
2 - idhar ads category choose karni hoti hai first time aap responsive hi add kare .
3 - yaha par kis type ka ads chahiye wo choose karna hota hai first time aap Text and display ki add kare .
4 - last step jaise hi get code par click karte hai aapko ads code milega . usse copy kar lijiye .
ab last step jo ads aapne create kara hai usse website par add karna hai wo kaise kare niche jaane .
website par login kare phir layout ke option par click kare .
ab add a widget par click kare or java script add kare jaise hi aap java script widget add karege uss me adsense ads code paste kar dijiye or save par click kare.
Note - jab tak aapka account fully activated nahi hoga ads blank show hoga . to aap abhi tension nahi lijiye .
Please note
Ab aapki website par ads crawing karege . agar aap ki web adsense ke kabil hoyi to ads 48 se 72 hours me ads show hone lagega . ab depend aapki website par karta hai . kai user iss step tak aa jate hai par yeah test pass nahi kar pate or disapproval ho jata hai . issliye dhayan rakhe ki aapki web adsense policy follow karti ho .
jaise hi adsense account fully activate hota hai to aapke pass ek mail aayega . mail ki screen shot aap niche dekh sakte hai .
No comments: