Android Mobile me Double Apps kaise Use karte hai
Android Mobile me Double Apps kaise Use karte hai
Android Mobile Par double App kaise chalate hai . I mean ek mobile Par Dual account kaise Use kare . jaise ki Kai baar hum WhatsApp, Facebook App ,Twitter App , Game , photo editor App , document driver , etc double App ya account chahata hai ,
iis Article me yeah jankari share Kari gayi hai Mobile Par double whatapp , Facebook , fb messenger , hike messenger , Gmail , gaming Apps, etc kaise Use karte hai wo bhi dual
Mostly User yeah chahate hai wo Apne Android mobile Par double whatapp , Facebook , or hike messenger use kare . agar Aap Double Apps use karna chahate hai , Apne Android mobile Par . to Aap niche diye gaye apps ki help se double User Accounts use kar sakte hai .
Android Mobile Par Dual App kaise Use karte hai
Parallel space
Parallel space-multi accounts App
Parallel App ki help se kisi bhi App ka clone
Bana sakta hai . I mean duplicate App create karna jisse Aap double App Use kar sakte hai . parallel App ko download kare or dual Apps or account use kare .
Tips :- Parallel space App ko download karne ke liye Aap playstore Par search kar sakte hai .
Note - iss Aap me clone App parallel App me running karte hai . I mean duplicate App [ download karne se phele App ke description jarur read kare ]
CM Appclone
CM Appclone- multi accounts App
CM Appclone App ki help se bhi Aap double Account & Apps use kar sakte hai I mean App ke clone banakar use kar sakte hai . CM App clone App me Aap double whatapp ,Facebook , hike , Game etc , or bhi bahot se Apps use kar sakte hai . iss Aap ke khashiyat yeah hai Aap original App or clone ( duplicate) App ek hi jagah use kar sakte hai plus Aap mobile ki Maine screen Par bhi clone add ho jata hai jisse use karne me Ashani hoti hai.
Kuch screenshot dual Apps ke
Tips :- CM Appclone App ko download karne ke liye Aap playstore Par search kar sakte hai.
No comments: