Hike Par chat hide kaise kare - hike messenger hide chat
Hike Par chat hide kaise kare - hike messenger hide chat
Hike messenger chatting Hide kaise kare . jaise ki Maine phele bhi Apne post me iss se related kabhi jankari share Kari hai . iss ki feature ki Jitni Tariph Kari jaye unti kam hai . really yeah messenger bahot kaam ka hai agar Aapne isse use nahi Kara hai to ek baar kar ke dekhe .
Jaise ki mai Janata ho Ab Tak kisi Messenger me aaisa feature nahi hai ki chatting hide kar sake with password and pattern . ya wo what'sapp ho ya Facebook agar hide karna hota ho kisi or App ki help leni padti hai.
But Ab Hike Par chatting hide karne ka feature enable ho gaya hai or agar Aap iss App ko Use karne hai to Aap bhi Benefits le sakte hai .
Agar Aap kisi friends ki chat ko hide karna chahate hai to bahot easy hai . uss se yeah hoga ki jo bhi Aapka mobile Hike messenger Open karega uss ko Jo jis jis friends ko Apne hide Kara hai wo nahi show hoge and other friends show hoge jo aap show karna chahate hai.
To jante hai kaise kare
1 :- first hike App ko Open kare .
2 :- Ab niche image Follow kare waha click kare .
3 :- Ab Aapke samne iss Tahar ki image show hogi yaha Aap password ya pattern add kare and phir confirm kare .
4 :- Ab Aap jis friend ki chat hide karna chahate hai uss friend Par click kare .
5 :- Ab Aapke Samne iss Tahar ki image show hogi Aap yaha click kare .
6 :- Ab wahi password add kare jo Apne hike Par add kiya hai .
Ab jante hai jo friends hide hai unhe show kaise kare.
1 :- niche image me dekhe or waha click kare .
2 :- Ab Aapna password enter kare jo bhi hide hai wo sabhi Aapko Ab show hone lagege .
Agar Aap ko Article accha laga to phir social media Par share jarur kare .
No comments: