Blog par Online Earning kaise kare With Payment Proof
Adnow native: Blog par Online Earning kaise kare With Payment Proof
Hello Friends Iss Post me Adnow native advertising Ke Baare me Bataya gaya hai Or Sath hi Isse Aap Kaise Earning kar sakte hai Yeh Bhi Share kara Gaya hai . Iss Company ka Aaj kal Bahot hi Craze chal rahe hai Or People Isse kaphi Better earning bhi kar rahe hai .
Adnow ek native advertising Compnany hai jo ki Native ads ke liye jani jate hai . Agar Aap Aapne Blog Se Earning karna Chahate hai to Aap Iss join kar sakte hai Waise to Kaphi Saare Way hai Website / Blog earning karne ke liye Jaise Adsense Affilate etc More .
kai Baar Website par Adsense Approval nahi hota But Unke Blog par Traffic Better hota hai Aise me Aap Adnow ko Join kar Sakte hai , Or Agar Aapke Maan me Yeh Baat Chal Rahi hai ki Aap Dubble Earning karna chahate hai to Aap Isse Adsense ke Sath Use ka kar Sakte hai .
NOTE : I Repeat Adnow native advertising Se Earning karne ke liye Aapke Blog Par Traffic hona Improtant hota hai .
How Many Publisher On Adnow native advertising ?
Adnow par 2 Tarah ke Publisher hote hai , Yeh Baat Bahot kam Peoples Jante hai .
1st - Click Rate Publisher - Yeh wo Publisher hai jo Adnow ke Sath Click Rate par earning karte hai , jab Aapke Ads Click hota hai Jabhi Aapki earning hoti hai Or Sath hi Isme Per Click Fix CPC nahi hota hai . for Example Jaise Adsense par fix per Click CPC nahi hota .
2nd - Impression Publisher - Yeh wo Publisher hote hai Ads Impression par earning Hoti hai . Inhe Ads Click se koi Matlab nahi hota hai . Impression publisher Ka Fix Agreement hota hai ki Inhe kitne Impression par Kitna Pay kara jayega . Inke Dashboard par Only Impression hi show hote hai . Inhe nahi Click Show hote hai nahi Earning Because Iska Agreement ho Rakh hota hai .
Agar Aap Click Rate Publisher Banana Chahate hai Adnow ke Sath to yeh Bahot hi Easy hota hai . Aapko Adnow.com par jana hai to Waha New Publisher Account Sign-up karna hai . Uske Baad Aap Apne Dashboard se Ads Code lekar Aapne Blog par Add karna hota hai phir kuch hi Hours me Aapke Adnow Dashboard par Click or Earning Show hone Lagti hai .
Adnow impression Publisher kaise bana jata hai?
First Aapko Bata do ki Iske liye Aapke Blog par High Traffic hona Chahiye . Agar Aap ka high Traffic hai to Direct Adnow Company se Content kar Sakte hai . Uske Baad wo Aapse Aapke Traffic ka Proof Magte hai . Wo Aapko Send karna hota hai . phir wo Aapne Software etc par Check karte hai Uske Baad Aapko Adnow par impression publishers Account Create karke Aapko Provide karte hai . Agar kisi Wajah se Aapse Content nahi ho Raha to Aap Hamare se Unke Offical Employee ki Content Details Le Sakte hai .
NOTE : I Think wo Sabke sath Alag-Alag Deal Agreement karte hai Traffic or Web ko Dekh kar .
Agar Aap Hamari Baat kare to Hamari Deal 100k Impression par $40 ki hoyi hai . or Aap niche paypal Account ki Screen shot bhi dekh sakte hai Hamne $200 Payment bhi Receive bhi kar li hai Yeh Screen shot Aapko Yeh Batane ke liye Add kara hai ki Adnow Company Payment karti hai .
Adnow par kai method hai Jisse Aap Payment receive kar Sakte hai for Example - Paypal , Wire , Tripati , and More etc .
I hope Ab Aapne Adnow ke Baare me kaphi kuch knowledge store kar li hogi . Agar Aapko Hamara Yeh Post Useful Laga hai to Aap Isse Share karke Hamara Sahyog kare . Thank You For Visit !!!
No comments: