How Many use heading Tags a post in hindi

How Many use heading Tags a post in hindi


Iss Article me yeh Jankari Share kari Gayi hai ki Ek Post me Kitni Baar heading use kar Sakte hai or Sath hi yeh Bhi Bataya Gaya hai Isska kya Benefits hai . Agar Post ki Search Engine Ranking Improve karni hai to SEO ko Follow karna Improtant Hota hai .

How Many use heading tags a post in hindi

Post ko Search engine Optimization karne ke liye Kaphi Baate Follow karni Padti hai Usme Se Ek Baat hai heading Yeh Post ke liye Bahot Important hai .

heading kaise Use kare or kaha Use kare or Kitni Baar use Kare?

Isse Post me Use karne se Aap search Engine par Post ki Rank Improve kar Sakte hai But Isse Iska Upyog Sahi Tarike karna Kara jana Chahiye . Sabse pahele Aapko Yeh pata Hota Chahiye Aap kya Target karna Chahate hai Jisse post Search me Aaye . Phir jo Aap Target karna Chahate hai Usse Long Tail Paragraph me Write kare Or phir Usme Heading Tags Add kara hona Chahiye .
NOTE - Long Tail Paragraph Se Mera Matlab hai Title ki Tarah .

H1 Heading kitni Baar Use kar Sakte hai Each post ?

Blogger ki Baat kare to Mostly Template ki Coding Iss Tarah kari Gayi Hoti hai Jisse Post Title H1 heading me Convert ho jata hai . But Maine Kai Template Aaisi Bhi Use kari hai Jisme Title H3 ya H2 me Convert hota hai . To Mai Aapse Yehi Bologa ki Agar Aapka Title H1 me Nahi hai To Post me Aap Iska Use Ek Baar hi kar Sakte hai . I mean ek post me ek Baar .

Yeh Jankari Google Team head Software Engineer The Great Mr. Matt Cuts Dawara YouTube Video me Batayi Gayi hai .




H2 heading kitni Baar Use kar Sakte hai ek post me ?

H2 ek Post me Two Baar Kar Sakte hai . Mostly Iss Tarah Use  Professional Web Founder karte hai .

H3 heading kitni Baar Use kar Sakte hai ek post me ? 

H3 Ek Post me Three Baar Use kar Sakte hai . 

NOTE - H1, H2, H3 heading Only Target Keyword or Target Paragraph Par hi kare . Jisse Search Engine ko Yeh Pata Chal jaye Aap kya Target kar Rahe hai Or Search Engine Post ki Ranking Improve kar Sake . Or Keyword Density Par Notice kare . 

Basic information - Mostly heading Use karne par Font ka Size Bada ho Jata hai Jis Wajah se kuch Blogger Iss ka Use Nahi Karte hai, Agar Aapko Bhi Yeh Problem hoti hai to Aap Template me Css Coding ki Help se Font Size Small kar Sakte hai . 

I Hope Ab Aapke heading Se Related Sabhi Doubt Clear ho Gaye hoge . Agar Aapko Hamara Yeh Post Achha Laga hai to Isse Share Karke Hamara Sahyog kare . 

No comments:

'; (function() { var dsq = document.createElement('script'); dsq.type = 'text/javascript'; dsq.async = true; dsq.src = '//' + disqus_shortname + '.disqus.com/embed.js'; (document.getElementsByTagName('head')[0] || document.getElementsByTagName('body')[0]).appendChild(dsq); })();
Powered by Blogger.