Blog Quickedit icon's : Blog Par Quickedit ka icon's kaise Delete or Hide karte hai
Blog Quickedit icon's : Blog Par Quickedit ka icon's kaise Delete or Hide karte hai
Hello everyone, Blog Par settings ka icon's Delete or Remove kaise karte hai. Isse web language me quickedit icon's bolte hai, mostly new Blog Owner iss baat se Pareshan rahete hai ki unke Blog Website Par settings ka icon's kyu show hota hai .
> : Blog Website Par settings ka icon's Blog Owner ko hi show hota hai or kisi User ko show nahi hota hai isska karan yeah hai ki Blog Owner ki Gmail I'd browser se Login hoti hai .
Blog Par quickedit ka icon's Delete karne ke kya benefits hai
> Maine Apne experience me yeah dekha hai jab Maine Apni website se quickedit ka icon's Delete Kara to meri website ki londing speed increase ho gayi thi 8 se 10 point tak . to mera manna hai ki quickedit icon's Blog ki loading speed bhi slow karte hai .
Mai Aap ko iss Article me quickedit icon's ko hide or delete karne ki 2 trick share karuga . but Mai Aap ko suggestions doga duga ki Aap quickedit icon's Delete hi kare agar Aap delete nahi kar pate hai to phir hide kare .
First Trick
Blog Par quickedit icon's Delete kaise karte hai
1 :- Apne Blog ke Dashboard Par jaye .
2 :- Ab Template ke Option Par click kare .
3 :- Ab HTML EDIT ke Option Par click kare .
4 :- Ab Ctrl-F press karke niche diya code Search kare Apni Template Par .
Quickedit
5 :- Ab niche Code dekhe yeah code jitni baar mile utni baar delete kare.
<b:include name='quickedit'/>
6 :- Or last me save Template Par click kar dijiye .
Note :- iss puri processing ko karne ke phele Apni Template ka Back-up jarur download kare kyuki agar Aap se koi mistake ho jati hai to Aap Template ka Back-up upload kar sakte hai...
Second Trick
Blog Par settings ke icon's kaise hide karte hai
1 :- Apni Template Par niche diya code search kare .
]]></b:skin>
2 :- Ab jo code Aapne search Kara hai uss code ke upar niche diya code paste kare dijiye .
.quickedit{display:none;}
3 :- or save Template ke Option Par click kar dijiye .
Note :- Kai baar second trick desktop version Par kaam nahi karti , I mean mobile version Par settings ke icon's nahi dekhte but desktop version Par dekhte hai. Agar Aap ke sath aaisa hota hai to Aap first trick ka Use kare .
No comments: