Google Plus Stylish Widget : Blog Par Stylish Google Plus Follow Widget kaise Add karte hai or puri jankari Google plus Widget ki
Google Plus Stylish Widget : Blog Par Stylish Google Plus Follow Widget kaise Add karte hai or puri jankari Google plus Widget ki
Hello everyone , Blog Website par stylish Google plus Follow Widget kaise Add karte hai , iss Article me yeah jankari share Kari gayi hai, Normally Aapne dekha hoga ki Blog Par Google plus Follow Widget dekhne me Beautyful nahi lagti hai , issliye Aap ke yeah Article share kari hai Google plus Follow Widget Beautyful or stylish kaise karte hai.
agar Aap Blog Website par Google plus widget Attractive design karna chahate hai to Aap ko Google Brand page Create karna hota hai
Google Brand page kaise Create karte hai
Blog Website Par Stylish Google plus Widget kaise lagate hai
2 :- Ab Aapke samne iss tahar ki image dikhegi niche dekh sakte hai.
1 yaha Apni Google plus I'd add kare . agar Aapki browser me Gmail I'd login hai to Aap ko Google I'd add karne ki jarur nahi hai.
2 yaha Badge choose kar Kar dijiye.
3 yaha Par Aap apne hishab se layout choose kare ki Aap ki tarah ki Google plus widget change hai.
4 yaha size choose kar dijiye .
5 yaha par Aap yeah choose kare ki aapke Blog Par Google plus Follow Widget kis colour ki dikhe light and Dark .
6 yaha Par yeah choose kare ki Google plus widget Par cover photo Screen Par dekhe ya nahi.
7 yaha par yeah choose kare ki taglink Screen Par dikhe and nahi.
8 yaha par yeah choose kar Google plus wedget kis language Par Screen Par dekhe .
9 yaha Default(on load) choose kar dijiye .
Ab Apni stylish Google plus Follow Widget preview bhi dekh sakte hai .
3 :- jab Aap Saari Prosecess complete kar le to right side se Google plus widget ka Code copy kar lijiye . niche image me dekhe sakte hai.
4 :- ab Apne Blog ke Dashboard Par jaye .
5 :- Ab layout ke Option Par click kar dijiye .
6 :- Ab JavaScript widget add kar lijiye phir uss ke undar Code paste kar dijiye .
No comments: