Blog Website page loading speed check karne ke liye the Great tools or Web page Speed low hone se Kya site effect hote hai puri jankari

Blog Website page loading speed check karne ke liye the Great tools or Web page Speed low hone se Kya site effect hote hai puri jankari


Blog Website ki londing speed kaise check karte hai . Blog Website ki londing speed check karne ke liye top 3 Best Tools . Mai Jitne bhi Web Tools ke baare me batana ja raha ho . wo Tools Aapke Blog Website ki loading speed bhi batate hai or yeah bhi show karte hai kis karan Blog web low hai .

knowledge & money


Blog Website Par londing speed low hone ke site effect kya hai

1 :- Mai Aap ko batana chahata ho agar Aap web Owner hai. Or Aap ki website jayda popular nahi hai or Aap ke Blog Website ki londing speed low hai to Aap 40% se 50% Traffic ka loss kar sakte hai . kyoki Jin Blog Website ki page loading speed low hoti hai un site Par User visit karna like nahi karte hai.

But Aap ki website site popular hai to old User Compromise kar lete hai but new visitor Mostly Compromise nahi karte hai , jisse Blog Website Par Traffic low hota hai.

2 :- web ki page loading speed se website ki ranking bhi increase hoti hai. Niche video dekh sakte hai
Yeah jankari The great legend SEO master Matt Cutts ke dawara share Kari gayi hai iss video me. Or mai inka big fun hu . 


Video source - YouTube

Blog Website liye page londing speed checker Tools.


First Tool
Sabse Phele me App ko Google ka web Tool ke baar Jankari share karuga . yeah Google ka tool hai jise Aap Webmaster tool ke undar bhi dekh sakte hai

1:- Pagespeed insights Tool  - yeah Tool Aap ki web page loading speed ke baare me batata hai .
Mobile version Par Aapke Blog Website ki kya  performance hai or desktop version Par kya performance hai .

2 :- page speed insights Tool Aap ke Blog Website Par kis karan speed low yeah bhi Batata hai.


Aap  site Par jaye or Apne Blog Website URL ko ADD kare or check kare Aap ke Blog Website ki page loading performance  hai.
knowledge & money
Note :- apne Blog Website ka URL http se sath Use kare. Correct web page loading speed dekhne ke liye.


2nd Tool

1 :- Yeah Tool bhi bahut great hai yeah ki page speed ke sath sath or bhi bahut details show karta hai .

2 :- or Aap iss site Par pagespeed increase karne ke example bhi learn kar sakte hai.
knowledge & money
Note :- Iss tool Par mobile version check karne ke liye iss tahar URL ADD kare .
http://www.fastmoneyxyz.com/?m=1

Or desktop version page performance check karne ke liye iss tahar URL add kare.
http://www.fastmoneyxyz.com

3nd Tool

Pingdom web page speed tester tool iss tool ki help se Aap Apni Blog Website ki page loading speed Timing check kar sakte hai.

Pingdom tool me or bhi bahut se feature hai jaise Aap apne web page loading Timing history save kar sakte hai or bhi kai chije .

But iss tool me kai baar Timing change hokar showy hoti hai . iss liye Aap apne Blog Website ko 2 se 3 Baar check kare pingdom page speed tester Tool Par.
knowledge & money

Note :- pingdom tool Par mobile version page speed check iss tahar URL add  kare.
http://www.fastmoneyxyz.com/?m=1

Or desktop version check karne ke liye iss tahar URL add kare.
http://www.fastmoneyxyz.com

Kuch Dino me iss website Par Aap ko yeah jankari share karuga ki Blog Website Par page speed fast kaise karte hai wo bhi 30 minutes me.

No comments:

'; (function() { var dsq = document.createElement('script'); dsq.type = 'text/javascript'; dsq.async = true; dsq.src = '//' + disqus_shortname + '.disqus.com/embed.js'; (document.getElementsByTagName('head')[0] || document.getElementsByTagName('body')[0]).appendChild(dsq); })();
Powered by Blogger.