Auto share Blogger post on facebook in Hindi
Auto share Blogger post on facebook in Hindi
Auto share Blogger post on facebook in Hindi . Iss Post me Aapko Three Socials Media Par Blogger Post Auto Share kaise karte hai Iss Baare me Jankari Share karuga . Web Post ko Publish karne ke Baad Promote karna Bahot Important hota hai or Isske Bahot Saare Benefits Bhi hai Jaise Traffic Increase hota hai New visitor Milte hai or Sath hi Agar Aap Adsense Publisher hai Ads Click Bhi Incrase hote hai .
Dlvr.it Ek Aaisi Web Hai ho Web Founder ko Free Auto Share Web post ke Services Provide karti hai . Yeh Free Bhi hai or Paid bhi . Free Plan me Aap Three Socials media Par Post Auto Share kar Sakte hai . or Paid Plan me Kaphi Socials media par Share kar Sakte hai . But Mai Aapko Free Plan Ke Baare me Jankari Share karuga .
First me yeh Jante hai Free Plan me Aap Kaunsi Teen Socials Media ko Choose kar Sakte hai .
Upar jo List Aap Dekh Rahe hai Aap yaha Aapne Post Auto kar Sakte hai . But In me se Teen hi Use kar sakte hai Free Plan me .
First Yeh Jante hai Auto Share hota Kya hai . jaise hi Aap Aapne Web par koi Post Published karte hai or Aapne kisi Auto Share Tools Par Account Create kar Rakha hai to Aapka Published Post Automatice Share ho Jayega But Depend Yeh karta hai ki Aapne Uss Tools Par Kaun-kaun se Account Joint kar Rakhe hai . I Mean Add kar Rakhe hai .
Iss Post me Dlvr.it ke Baare me Jankari di gayi hai or kaise Account Create karte hai Sath hi yeh Bataya Gaya hai .
NOTE - Aapke Blog Post Jabhi Share hote Jab Aapka Feed Burner Par Account hai . I Mean RSS Par Account hota hai .
First Dlvr.it Par Jaye or Account Sign up kare . Aap Chahe to Google or Facebook Se Sign up kar Sakte hai or Yeh Best Bhi hai .
2 - Ab Aapko Add a Feed Par Click kare .
3 - Ab ki Screen par iss Tarah ka Page Show hoga Upar Dekh Sakte hai .
1. yaha Aapko Aapne Feed ko Name se Search karna hai Phir Aapko Kuch Feed show Dikhege .
2. yaha Aapko View par Click karke Dekhna hai ki Yeh Aapka hi Feed hai . I mean Check karna hai .
3. Yaha Plus ke Icon par Click karke Aapne Feed ko Add karna hai .
TIPS - Aap Feed Address Url Add karne Bhi Feed Add kar Sakte hai .
4 - Ab Aapki Aapki Screen par Iss Tarah ka page Show hoga Upar Dekh Sakte hai .
1 . yaha Aapke Feed ka name pahele se hoga.
2 . Yaha kuch karna ki jarurat nahi hai .
3. Yaha Aapko Post When a new Item Is Published ko Choose kare .
4. or Last me Next Confirm Socials Par Click kar Dijiye .
5 - Ab Aapko Social Media Account Add karne hai Add ke Options par Click kare or Social Account Add kare .
Iss Tarah Aap Sabhi Step Follow kare or Aapka Account Active ho jayega . or Aapke Blog Post Auto Share Facebook page , Facebook Group , Twitter Account , And LinkedIn Acoount par Automatically Share hone Lag jayege .
TIPS & SUGGETIONS
Agar Aapko Future me Auto Share kisi Socials Account Par Off karna Chahata hai to Aap Easily kar Sakte hai Sath ki Isme or Bhi kai Feature hai jo Aapko Use karne Par Samjh Aayege .
Maine Sabhi Step by Step Bataye hai I Hope Aapko Kahi koi Problem Nahi hogi But Agar Phir bhi Aapko Kuch Samjh Nahi Aaya ya koi Problem ho Rahi hai To Aap Bata Sakte hai . Or Aapko Humari Site par yeh Article Achha Laga to Jaur Share kare .
No comments: