Blogging kya hai or blogging start karne se phele kuch important jankari

Blogging kya hai or blogging start karne se phele kuch important jankari


Web Blogging kya hai or important jankari jine jaan kar Right decision le sakte hai Aap .  Recently yeah dekhne ko mil raha hai Kai User Blogging me career Banane ke liye iss field me kadam rakh rahe hai . or yeah acchi baat bhi hai.  Par wo log puri baat nahi jante to or misguide ho rahe hai . or phir iss field se live Kar rahe hai .

Blogging kya hai or iis field me kaise entry milti hai .  Blogging ka mean hai knowledge share karna logo ki help karna . iss ka Apna hi ek junun hai . Bas Aapko yeah pata hona chahiye ki Aapki kya strategy hai . iss field me successful Banane ke liye Target ko point karke chalna padta hai .

Blogging ke liye sabar or write skills hona bahot jaruri hai . agar Aapke pass yeah dono nahi hai to Aap kabhi successful nahi ho sakte . because kuch people's ko writer kar bore work lagta hai . jiske bina Blogging adhori hai .

Iss field me earning ki baat kare to agar Aap 1 year dil laga kar hard work karte hai to hi to hi Aap earning ke levels tak kadam rakh pate hai . issliye Maine upar bola tha Blogging ke liye sabar jaruri hai .


Iss field ka Hang over itna strong hai ki agar Aap iss ke aadi ho gaye to koi doctor Blogging ka hang over ko nahi utar sakta hai. Mujhe Aaj bhi yaad hai jab Maine Chess khelana shikha tha to mere mind me Chess ne iss Tarah ghar kar liya tha ki mujhe sapno [सपनो] me bhi vajir [वज़ीर] or hathi [हाथी] najar aate the .

Iss Tarah Blogging hai Agar yeah humare mind me ghar Kar leti hai to humari ek alag hi duniya hoti hai jiska maja or [अहसास] bahot alag hai . or ke baat agar Aap yeah sochate ho ki Blogging ko Aap choose karte ho to Aap wrong ho because Blogging hume choose karti hai . agar hum iss ke kabil nahi hoti hai to yeah hume [अहसास] dilati hai ki hum iis ke kabil nahi hai or yeah live karne ko bolti hai .

Iss field me jitne bhi people's hai wo sabhi koyale [कोयलें] ke Khan [ख़ान] me se nikale hire [हीरे] hote hai jisse internet Tarasta [तरास्ता] hai . àgar hume kache [कच्चे] hote hai to phot [फोट] jate hai or sahen shakti [सहन शक्ति]  hoti hai hire [हीरे] Ban jate hai .

Blogging me successful Banane ka ek hi mantr [मंत्र] hai . wo hai jitna write kar sakte ho Karo . or jab thak [थक] jao to phir read karo or phir se likhana start kar do .

Mai jitna janta tha Maine wo Bataya hai baki depend Aap Par karta hai .

No comments:

'; (function() { var dsq = document.createElement('script'); dsq.type = 'text/javascript'; dsq.async = true; dsq.src = '//' + disqus_shortname + '.disqus.com/embed.js'; (document.getElementsByTagName('head')[0] || document.getElementsByTagName('body')[0]).appendChild(dsq); })();
Powered by Blogger.