Top 10 Reason why hate visitor on your website in hindi

Top 10 Reason why hate visitor on your website in hindi


Top 10 Reason why hate visitor's on your website . Aaj kuch iss baare ke Jankari share karuga ki User website ko kyu hate karte lagate hai . I mean jaise koi kisi web Blog ko Open karta hai or phir usse Open karte hi  band kar dete hai . iss ke kai reasons hai . or Aaj kar yeah jayda dekhne ko mil rahe hai.
knowledge & money

1 :- pop-up ads - Aaj kal bahot se web Owner jayda earning ke chakar me pop-up ad's laga dete hai . jisse yeah hota hai User site Par aata hai or ad's Open ho jata hai phir User ko kuch nahi samjh aata or user back ho jate hai . or future me bhi aane ke change nahi hote . Aap agar pop-up use karte hai to usse avoid kare .

2 :- cool design - sabse phele User ki nazar site ke Design Par padti hai agar Aap ki web Blog cool looking nahi hai to saare work par pani phir sakta hai . issliye design par noties kare .

3 :- loading speed - koi bhi visitor site Open karne ke liye jayda time wait nahi karna like karta wo mai ho ya Aap  . Aaj ke fast culture me sab fast like karte hai . to web ko aaise design kare jisse fast loading open ho sake . 

4 :- long paragraph - jab koi user site Par visit karte hai to mostly long paragraph dekh kar User ka post read karne ka dil Mar jata hai . to always starting me shot paragraph ka Use kare . jaha long ki jayda jarur ho wahi long paragraph use kare.


5 :- door way out way post - I mean shot Article .  iss ke baare me to Aap Google guidelines me bhi read kar sakte hai . Na yeah search engine ko pasnad hai nahi visitor ko . agar Aapke mind me shot article aata hai to Unhe Aap social media Par share kare . isse Aap ko social site se better Traffic milega . but uss write nahi kare .

6 :-  share Buttons - agar Aap Apne Blog Par share Button use nahi karte yeah baat Aapke visitor's ko buri lag Sakti hai .mostly aise hota hai ki visitor Article like karte hai to share karna chahate hai but share buttons nahi hone se problem feel hoti hai .

7 :- Comments Moderations - sabhi visitor chahate hai ki unke comments jaldi Publish hoye or Unhe fast reply mile . agar Aap iss baat ko Follow nahi karte to Aap User kho sakte hai . issliye comments fast publish kara kare or reply bhi fast diya kare .

8 :- unlimited widget - Mostly web Owner unlimited widget use karte hai jisse visitor bore hota hai . koshish kare ki Aapki web simple or clean looking ho . jisse visitor jayda Time spent kare site Par .

9 :- all post page & search box - Agar Aap iin dono ka Use nahi karte hai to Aapki site Par visitor's ko khaphi pareshani ho Sakti hai .

10 :- spelling mistakes - iss me to mai bhi bada mahir ho but meri problem yeah hai ki me mobile Par post Type karta ho . or dhire dhire mai Apni iss Mistake ko sudharne ki koshish kar raha ho . but Aap Aaisi galti nahi kare . iss ki wajah se kaphi problem face karni pad sakti hai Aapke visitor's ko bhi or Aapko bhi face karni padegi .

Yeah Maine kuch main reason Aap ko Bataye hai agar Aapke paas bhi reason hai to mujhe comments me jarur Bataye me Unhe bhi Add karuga .

No comments:

'; (function() { var dsq = document.createElement('script'); dsq.type = 'text/javascript'; dsq.async = true; dsq.src = '//' + disqus_shortname + '.disqus.com/embed.js'; (document.getElementsByTagName('head')[0] || document.getElementsByTagName('body')[0]).appendChild(dsq); })();
Powered by Blogger.