Domain Privacy Protection kya hai - kya Aapki Personal Information Safe hai

Domain Privacy Protection kya hai - kya Aapki Personal Information Safe hai ?


Hello Friends Agar Aap ek Blog / Website Onwer hai to Aapko Yeh Pata hona Chahiye ke Domain Privacy Protection kya hai. Mujhe kal Mere ek Friend ne yeh Qustions kara ki Uski Saari Details kisi Site par Show ho Rahi hai Kya yeh Risky hai ? Ab Mujhe Yeh Samjh Nahi Aaya mai Usse Kya Suggest karo . Yeh to Aap par Depend karta hai ki Aapki Private Details Aapke liye Kitni Important hai .

Domain Privacy Protection kya hai - kya Aapki Personal Information Safe hai ?

 Personal Information kya hai ?

jab Aap Domain Register karte hai to Aap jo Forum Fill-up karte hai Uss me Aapko Aapne Saari Information Add karni hoti hai for Example - Mobile Nubmer , Email id , Address, zip code etc .
Note - Agar Aap Domain Register karte Time Wrong Details Add karte hoon ho Aap par legal Case bhi ho Sakta hai Term And Conditions ke Hishab se .

Kya Aap ki  Personal Information Safe hai ?

kisi bhi Website ki Information Access karna Bahot hi Easy hai But yeh Jab Possible hai jab Aap Without Privacy Protection Domain Use kar Rahe hai . Internet par Aise Bahot se Free Tools hai jo Yeh Domain Owner ki Information Easily Show to kar Dete hai Bas Aapko Use Site ka Url ya Domain name Add karna hota hai . 

NOTE Domain name Mean DN Or Personal Information Mean PI ab yeh Bola jayega Isse note kar lijiye .

Niche main Kuch Online Website ke Name Add kar Raha hoon jaha se Aap Kisi Bhi DN ki PI Dekh Sakte hai .

Whois domain personl information

Upar jo Online site hai Aise Internet Par Bahot se tools and site hai jo ki bahot hi Power full or Advance hai . Waise iss tools ko Banaya Iss liye Gaya hai ki Domain ki Age , Server name , Ip etc Check kara ja Sake But Aap Without Privacy Protection Use karte hai to Aap ki Saari PI Peoples ko Show karte hai .


Agar Aap Aksar DN Register karte hai To Aapne Notice kara hoga Jaise hi Aap DN Buy karte hai to Aapko Web Service se Related Phone Call or Msg Aane lag Jate hai Because Aisa Iss liye hota hai Yeh Sab Aise Paid tools Use karte hai Jo Daily Kitne DN Register hote hai Without Privacy Protection  Yeh Show karte hai or Kuch Campany yeh Service bhi Provide karte hai . Iss Wajah Se Aapko Yeh Contact kar Pate hai . But Problem Yaha nahi hoti . Problem to hai ki Aapki PI Always Koi Bhi dekh Sakta hai .

Solution : Domain Privacy ko Hide kaise kare ? how to Protect Domain for Whois Data Tools

Iska ka Ek hi Solution hai ki Aap jis Brand and Company se DN Register karwate hai To Aapko Privacy Add karni hoti hai Jis ka Aapko Yearly Charge Pay karna hota hai . Agar Godaddy ki Baat kare to yaha Per Year Charge 289 Rs hai jo ki Aap pay karn hota hai . Isse Yeh Benefit Hota hai ki Aapki PD kisi Bhi Tools par Show nahi hoti hai . Domain Privacy protection ki Godaddy se Service Add karne ke liye yaha Click kare .  Iss Service me Aapko Yeh Feature Milte hai .

  1. Masks your personal details in the WhoIs Directory
  2. Prevents domain-related spam
  3. Deters domain hijackers
  4. Protects you from stalkers and harassers
  5. Includes a private email address that can be forwarded to you, filtered or blocked. 

Basic Discussion 

Agar Domain Seller ki Baat karte to yeh Mostly DN par PI Nahi Add karte hai . Iska secret Yeh hai Jab yeh Domain Selling par Add karte hai to Agar ko Buyer Taking Deal karne me Interested hota hai to wo Domain Owner ki Details Dekhta hai or Seller ko Contact karte hai . Aisa Jab kara Jata hai Jab Buyer ko Taking And Bargaining Deal karni hoti hai . 

NOTE - dot in Domain me Privacy add Nahi kar Sakte hai Sath hi  Isse Godaddy par Sell par bhi nahi Laga Sakte hai Because Yeh India ke Under me Aata hai Or Yeh kuch Indian legal Team and Condition hai .

I Hope Ab Aapko Yeh pata Chal Gaya hoga Domain Privacy Protection kya hota hai . Ab Yeh Aap par Depend karta hai ki Aapke Liye Aapki Personal Information Kitni Improtant hai . Agar Nahi to Aap Without Privacy bhi Use kar Sakte hai Agar Aapko Hamara Yeh Article Useful Laga hai to Isse Share karke Hamara Sahyog kare . Thank you for Visit !!!

No comments:

'; (function() { var dsq = document.createElement('script'); dsq.type = 'text/javascript'; dsq.async = true; dsq.src = '//' + disqus_shortname + '.disqus.com/embed.js'; (document.getElementsByTagName('head')[0] || document.getElementsByTagName('body')[0]).appendChild(dsq); })();
Powered by Blogger.