Godaddy Auctions kya hai Or Iske Sath Online Business kaise kare

Godaddy Auctions kya hai Or Iske Sath Online Business kaise kare


Iss Article Godaddy Auctions ke Baare me Jankari Share Kari Gayi hai . Or Sath ki Yeh Bhi Bataya Gaya ki Aap Iss ke Sath Business kaise kare . Agar Aap Domains Sell or Buy ke Online Business ko Karne me Interested hai to Godaddy Auctions Service ka use kar Sakte hai yeh ek Most Poplaur Platform hai jis ka Use Million Peoples kar Rahe hai or Sabhi ka Yeh ek Accha Online Earning Source hai .

Godaddy Auctions kya hai Or Iske Sath Online Business kaise kare

Godaddy Auctions ek Service Tools hai Iss Service ka Charge One Year ka 315 Rs hai . Auctions Mean hota Nilami or Mela Iss Service ko Lene ke Baad Aap Aapne Domain ko Nilami Par Laga Sakte hai . Jis par Peoples Bidding karte hai .

Auctions Service ka Use Professional Buyer or Seller karte hai Ek Business ke Rup me . pahele wo domain Buy karte hai Or phir sell karte hai yeh Un Sabhi ke Liye Online Earning Source hai .

NOTE - Yeh Jaruri Nahi hai ki Aap Domain ko Bidding (नीलामी) par Lagaye Aap Make Offer or Buy Now Par Bhi Add kar Sakte hai .

Godaddy Auctions features

Godaddy Auction Kya hai ?

Godaddy Auctions me 3 Tahar ke Domain hote hai .
  1. Expire Domain - yeh Domain Godaddy ke Under me hote hai Iss par Only Bidding (बोली लगाना) kari Jati hai Start price Isska 600 Rs se 1000 Tak hota hai But Bidding Lagte-lagte Normaly Lakho Tak Aa Aata hai .
  2. Feature Domain - Yeh Wo Domain hote hai jo kisi ne Registered kara Rakhe hote hai . yeh 90 Day ke liye Feature Domain ke home page par show hote hai . Iin par Biding , Make Offer or Buy now ke Options set kare hote hai . I mean Iin par yeh Teeno Chije hoti hai . Iss Feature ka use karne ke liye 1158 Rs pay karne hote hai or yeh service per domain ke liye hoti hai Isski validity 3 month ki hoti hai .
  3. Auctions Member Domain - yeh Wo Domain hote hai jo kisi ne Regitered kara Rakhe hote hai to Wo Godaddy Auction par domain selling par Lagaye hote hai . yeh domain home page par show nahi hote Yeh Service one Year ke liye 315 Rs Milti hai. jayda Jankari ke liye CLICK HERE


NOTE Closeout or Bargain Domain - Wo Expire Domain hote Jis par kisi Buyer ne Bidding nahi kari hoti Issliye yeh Closeout or Bargain Category me Aa Jate hai Aap Yaha se Direct Buy Now Kar Sakte hai. Isska charge mostly $5 se $11 Tak hota hai Plus Renewal Charge Add hota hai .

Yaha Earning karne ke liye Invest karna Bahot Important hai Aap First Person Nahi hoge ho Invest kar rahe hai Yaha million peoples Invest karke iss service ka Use kar Rahe hai .

SUGGESTION - Invest karne se Pahele Aap Godaddy Auctions par daily Visit kar or yaha Business kis Tarah kara Jata hai Sahi Tarah se Samjh Or Jab Aapko Lage ke Aap Puri Tarah se Ready hai phir Invest kare . CLICK HERE 

Jaise hi mujhe Time Milta hai Iss post se Related Video Upload karuga Uss Video ko Aap Idhar or Hamare Youtube Channel par Dekh Sakte hai .

I Hope Aapko Godaddy Auctions ke Baare me Bahot kuch learn karne ko Mila hoga . Agar Aapko Hamara Yeh Post Useful Laga hai To Iss Share karne Hamara Sahyog kare . Thank you !!

No comments:

'; (function() { var dsq = document.createElement('script'); dsq.type = 'text/javascript'; dsq.async = true; dsq.src = '//' + disqus_shortname + '.disqus.com/embed.js'; (document.getElementsByTagName('head')[0] || document.getElementsByTagName('body')[0]).appendChild(dsq); })();
Powered by Blogger.