English kaise shikhe English leaning ke liye Best App
English kaise shikhe English leaning ke liye Best App
English kaise shikhe yeah problem kaphi logo ko hoti hai because Aaj kal har jagah English ka Use hota T.V - Movies- story - News - shopping mall Aapko kahi Na kahi English words सुनने ko mil jate hoge . to Mai Aapko kuch Aaise Banane raha ho jisse Aap Apni English improve kar sakte hai or iss baat ke effect Aapko khudi nazar AA jayege . bas Aap ke undar interest hoga chahiye . koi बड़ी baat nahi hai but English bolna shikhna bas bas User ke undar interest hona chahiye .
Hello English App feature
1 :- Issme 15 language hai, Aap Apni Language me English learn kar sakte hai
2 :- yeah App 100% offline hai, offline App hai.
3 :- Iss ke undar hum apni speling mistake sudhar sakte hai yeh hello English ke feature me hai.
4 :- Isske undar hum 10000 dictionary word offline feed hai . jisse English shikhane wali ko help milti hai ,
5 :- iss ke undar hum har lesson ki percentage dekha sakte hai or sudhar bhi sakte hai . or phir yeah dekh sakte hai ki kinta sudhar aaya hai English me
5 :- iss me voice audio bhi hai .
6 :- Hello English App ko aaj ki date me 5000000 log download kar chuke hai .
7:- isska App 11 se 12 MB size ka hai .
8 :- iss ki help Aap per day 15 se 20 minutes ki practice se Apne undar improvement la sakte hai . agar Aap ke undar dil chasbhi hai to.
9 :- issme or bhi kai feature hai or useful hai.
11 :- iss Aap Google play store se download kar sakte hai . App ka naam niche dekh sakte hai
Hello English:learn English
इस अंरोइडे एप्प से आप अपनी इंग्लिश भाषा समझ, पढ़, लिखना बड़े आराम से शिख सकते है
No comments: