Beginner Blogger Traffic ke liye kya Strategy Use kare

Beginner Blogger Traffic ke liye kya Strategy Use kare


Hello Friends Iss Article me yeh Bataya Gaya hai ki Beginner Blogger Traffic Increase karne  ke liye kya Strategy Use kara kare, Agar Aap Blogging ki Field me New hai or Aapke Blog par Traffic nahi hai to Aapko kya karna Chahiye, yeh Problem Starting me har Beginner web Onwer Face karta hai Issi Wajah se kai People Blogging ko Bye-Bye kar dete hai . Or jo Blogger iss problem se fight karte hai wo 101% Apne Target ko pura karte hai .


New Blogger ko Traffic Increase karne ki liye kuch Baato ko Accept karna hoga jabhi wo Blogging me Traffic Incearse kar satke hai jise ke Baare me Niche vistar se Batane ki Koshish karuga .

Sabse pahele Har New Blogger ko yeh Pata hona Chahiye ki Blogging me Traffic Pane ke liye Aapke Blog par Minimum 300 post publish honi Chahiye . Mostly new Blogger yeh sochte hai ki 100 se 150 post unhone Publish kar di to unhone Bahot Hard work kar liya hai . But yeh sach hai jab tak Aapke Blog par Minimum 300 post publish nahi hogi jab tak Aap Better Traffic Hasil kar Payege But yeh Beginner ke liye hai jo Experience Blogger hote hai wo 100 se 150 me hi Better Traffic hasil kar lete hai Because uhne Sabhi Baato ki Better knowledge hoti hai . but yeh Beginner ke liye possible nahi hai Haan but jab Aapko bhi Blogging ki Field Experience ho jayega to Aap bhi yeh Easily kar satke hai, Because har field me Experience important hota hai .

Second : post publish karne ke mean yeh nahi hai ki Aap kisi ki post ko Copy karke Aapne Blog par paste kare or Soche ki 300 post publish ho Gayi hai . Agar Aap ke pass Topic nahi hai to Aap Dusro ke Blog ko read kare or Aapne Experience ke Sath post ko Aapne Blog par publish kar Sakte hai . Or iss Copy post nahi Bola jata hai .  But Aap kisi ko post ko Copy kar ke Apne Blog par paste karte hai to Aapko kabhi Better Traffic Hasil nahi hoga Because Aap Search engine se Smart nahi hai . 

Third : Aapko ko Traffic Increase karne ke liye Seo ko full knowlegde ho yeh Jaruri nahi hai But Aapko Seo ki Basic knowledge honi Chahiye . jaise Search engine par site Submit karna , post ka Title Create karnaParmalink Optimazation karna, webmaster par error fix karne etc .


Forth : Aapko Iss Baat ki Habit honi Chahiye jab Bhi Aap koi post Aapne Blog par Publish karte hai usse Popular Social Media Share kare . Isse Traffic mile ya nahi mile But Aapko Iss Chij ko kabhi Ignore nahi karna Chahiye .

Yeh Baate Aapko Starting me Follow karni hoti hai jab Aap Beginner hote hai  But Time ke Sath Aapko  Experience Milta jata hai or Second Blog Starting karte Time Aapko Traffic ke liye itna hard work nahi karta padta hai . 

Search engine Optimazation ki Knowledge Time ke Sath Aapki Automatically Increase hone lagti hai . or 300 post hote-hote Aapko search engine par Rank Ban jati hai or Jab tak Aapko 300 post hoti hai Aapko quality Contain par or Topics par likhne ki knowledge Aa jati hai hai yeh sabhi chije Automatically hoti hai .

But Agar Aap Beginner hai or Aap yeh sochte hai ki 100 se 150 post me Aap better Traffic increase kar le To Aap Bilkul wrong hai . Blogging me Shotcut work ki koi Value nahi hai. Agar Aapko Bloggine se kuch karna hai to Aapko Traffic ki jarur padti hai or Traffic ke liye Aapko hard work karna hota hai Or hard work ke liye Aapko Minimum 300 post to publish karne hi basic Seo knowledge ke Sath , jabhi jakar Aapko Blogging me kuch Success mil Sakti hai .

NOTE : Future me jaise-jaise Aapke post 300 Above hote jate hai waise-waise Aapke Blog kar Traffic high hone lagta hai .

I Hope Aap Beginner hai to Aapko Traffic ke liye kaphi knowledge mili hogi , Agar Aapko Harama yeh post Useful Laga hai to Isse Share Kar ke Hamara Sahyog kare . Thank you for Visit !!!

No comments:

'; (function() { var dsq = document.createElement('script'); dsq.type = 'text/javascript'; dsq.async = true; dsq.src = '//' + disqus_shortname + '.disqus.com/embed.js'; (document.getElementsByTagName('head')[0] || document.getElementsByTagName('body')[0]).appendChild(dsq); })();
Powered by Blogger.