Feed Burner Blog E-mail Subscrible :- Feed Burner Par Account Create kaise karte hai, or Blog Website Par feed Burner kya kaam karta hai puri jankari

Feed Burner Blog E-mail Subscrible :- Feed Burner Par Account Create kaise karte hai, or Blog Website Par feed Burner kya kaam karta hai puri jankari


fastmoneyxyz.com

Hello everyone, Iss Article me yeah Bataya gaya hai, feed Burner Par Account Create kaise karte hai, or Blog Website Par feed Burner se kya Benefits hote hai.

Blog Website Par hur chhoti chhoti baato Par Blog Owner ko dhayan rakhana chahiye. Blog se related sabhi chije Blog Website Owner ke liye important hoti hai . agar Blog Owner kuch bhi miss kar deta hai to Unhe apne Blog Website Par saidifect dekhne ko mil jate hai . 
Unme se ek hai feed Burner Account yeah bilkul free hai. 

Agar Aap Blog Website Par new hai to Aap ko Bata deta hu ki feed Burner Blog Website Par kya kaam karta hai or feed Burner Blog Website par kyo jaruri hai . 
Feed Burner Account URL hume Blog Website Par ADD karna hota hai . kyoki feed Burner humari Blog Website ke Publish Article track karta hai or humare subscrwork User tak sent karna hai wo bhi free .
Jo User Blog Website Par subscrib karta hai un sabhi User tak feed Burner Blog ke latest post sent karta hai . 
Or Blog Website Par subscrible feature ki wajah se humara Terrific increase hota hai .
But yeah processing jab work karti hai . jab Aapka feed Burner Par Account Create hota hai or Aapne apne Blog Website Par feed Burner URL ADD Kara hota hai . feed Burner Blog Website ke liye Blog important hai. But jab Aapko apna Blog Website Success karna ho.  

To Ab jante hai feed Burner account create kaise karte hai or Blog Website Par ADD kaise karte hai.

1 :- Sabse phele feed burner site par jaye. feedburner.google.com .

Ab aapki Screen par iss tahar ki image show hogi niche image Follow kare, uss par apne website / blog ka Name ADD kare or next par click kar dijiye.
fastmoneyxyz.com

2 :- Ab new page open hoga uss  me first option par click kar dijiye, niche image kar sakte hai.
fastmoneyxyz.com

Ab aap niche wali image dekh sakte hai waise to feed title or feed address me automatically naam show hota hai agar aap ke iss page par show nahi ho raha hai to aap ADD kar sakte hai. feed title me apne blog ka title ADD kare, or feed address me apne blog ka URL ka starting ka word ADD kare, jaise meri website ka naam hai www.fastmoneyxyz.com hai to mai fastmoneyxyz add karuga Ab aap samjh gaye hoge.
fastmoneyxyz.com

Ab niche di gayi image me dekh sakte hai, iss tarah aapka feed bunner URL hoga usse copy kar lijiye, or phir next par click kar dijiye.
fastmoneyxyz.com

Ab new page open hoga next par click kar dijiye. phir aap ke Screen par new page open hoga usme yeah Bataya gaya hoga ki aap ka feed burner Account ready hai 2nd image me dekh sakte hai .
fastmoneyxyz.com

fastmoneyxyz.com

Ab Jo apne URL copy kara tha usse apne Blog me Add karna hai 
1 :- Aap apne blogger ke dashboard par jaye .
2 :- Ab settings par click kar dijiye .
Phir other par click kare. or niche di gayi image me dekh sakte hai wo url yaha paste karna hai .
fastmoneyxyz.com

3 :- Or last me save par click kar dijiye.

No comments:

'; (function() { var dsq = document.createElement('script'); dsq.type = 'text/javascript'; dsq.async = true; dsq.src = '//' + disqus_shortname + '.disqus.com/embed.js'; (document.getElementsByTagName('head')[0] || document.getElementsByTagName('body')[0]).appendChild(dsq); })();
Powered by Blogger.