Google search engine kaise work karta hai Basic Guide

Google search engine kaise work karta hai Basic Guide



UPDATED POST : Hello Friends Iss post me yeh jankari share kari Gayi hai Google Search engine kaise work karta hai , SEO ko Follow karne se Jayda Time tak post Search par Raaj karta hai But Iska koi fix Time nahi hota ki Aapka post Search engine par kitne Time Raaj karega .

Google search engine kaise work karta hai Basic Guide

Jaise har Chij ko Update karna hota hai for Example Mobile App , Software Etc Ussi Tarah Web Post ko Update karna Improtant hota hai , Jab hi Blog post ki Search par Rank Improve hoti hai .

Google Search engine kaise work karta hai Basic Guide ?

Jab Aap kisi post ko Publish karte hai to wo Index Hone par Search par show hota hai Or yeh Bahot Easy hai But post ki Rank Banana yeh Bahot Difficult hai , phir bhi Aap niche Di Gayi Tips follow karte hai to Aapke Post ki Search par Rank 100% Improve Ho Sakti hai . I mean Pahele Se jayda Improve Sakti hai .


  1. Hamesha Useful Content Likhne ki Koshish kare .
  2. Off page or On Page SEO Guideline ko Follow karna Chahiye .
  3. Post Title par Hamesha Focus kare Or Long Tail Keyword ka Use kare .
  4. H1 se Lekar H4 heading Tags Use kara kare .
  5. Every Post Custom Parmalink Use kare .
  6. Agar Aap Blogger Platform par hai Template me Canonical link tags kare.
  7. Post me keyword Research karke Target kara kare .
  8. Every post ke Search DESCRIPTION Add kara kare .
  9. Post me Internal or External Link ka Use kare .
  10. Sabhi Search par Sitemap submit kare or HTML Tags Aapne Blog Template par Add kare .
  11. hamesha post ko Update karte Rahena Chahiye , Google Webmaster Tool ki Help se Aap Apne Sabhi post ki Rank Dekh Sakte hai or jis post ki Search Engine par Better position Nahi hai Unhe Update karte rahe .
Mr. Matt Cutts ki Iss Video ko Jarur Dekhe Isse Aapko Kaphi kuch learn karne ko Milega .



NOTE : Iss Post me Kuch hi SEO Basic Bataye Gaye hai Jinhe Follow kar karke Aap Aapne Post ki Rank Improve kar Sakte hai .

I Hope Iss Article se Aapko Aapne Post Rank Improve karne me Help Milegi . Agar Aapko Hamara Yeh Post Useful Laga hai to Isse Share Karke Hamara Sahyog kare . Thank you For Visit !!!

No comments:

'; (function() { var dsq = document.createElement('script'); dsq.type = 'text/javascript'; dsq.async = true; dsq.src = '//' + disqus_shortname + '.disqus.com/embed.js'; (document.getElementsByTagName('head')[0] || document.getElementsByTagName('body')[0]).appendChild(dsq); })();
Powered by Blogger.