Sabse Jayda Search hone Wale Keyword Or Topics ka kaise Pata kare
Google Trends - Sabse Jayda Search hone Wale Keyword Or Topics ka kaise Pata kare
Hello Friends Iss Article me Yeh Bataya Gaya hai ki Sabse Jayda Search hone Wale Topics And Keyword ka kaise Pata kare . Agar Aap ek Niche Blog ka Setup karne ke liye Soch Rahe hai ya Phir Aapko Aise Topic par Write karna Pasnad hai jo Most Search kare jate hoon to Aapko Mai Aise tool ke Baare me Jankari Share karuga jo Really Useful hai or Sath hi free .
Waise to Internet par Iss Tarah ke kai Paid Tool hai Par me Aapko free Tool ke Baare me Tutorial Share karuga jo ki Best tool hai . Actually Aapne Keyword Planner tool ke Baare Suna hi hota But me Aapko Uss ke Baare me Kisi Tarah ki Baat Nahi karne Wala hoon . Mai Aapko Google ki Office Site Google Trends ke Baare me Jankari Share karne Gayi hai .
Google Trends kya hai ?
Yeh ek Website hai Jo tool ka Work karti hai Most Search Topics to keyword Find karne me . Iss Site par Aap Country By Yeh jaan Sakte hai ki Kis Topics or keyword ko Sabse Jayda Search kara ja Raha hai Or Sath hi yeh pata Chal Jata hai ki Kis State or Country se Usse Kitna Traffic mil Raha hai . yaha Aap youtube ke Liye Topic bhi Search kar Sakte hai .
- yaha Aapko Country Select karna hota hai .
- yaha Aapko past of day select karna hota hai or Example Maine Past of 30 day select kara hai .
- Idhar Category Choose kar Sakte hai .
- yaha se Aap Web Search , Youtube etc Option choose kar Sakte hai .
- Idhar Aapko Search Topics show hote hai Sath hi Unki Search Graph .
- yeh Search Queries keyword hote hai jo Peoples Search enging par Search karte hai .
Upar Wali Image ko dekh kar Aapko Samjhe me Asani hogi .
Niche Wali Imge Youtube ke Liye Topic Search ka Graph hai .
But Main Problem yeh hoti hai Google Trends ko Samjhne ke liye Aapko Minumum One Week Tak Iss tool ko Samjh hota hai Jabhi Aap Aapne liye ek Niche Topics Or Keyword Search kar Sakte hai .
kuch Basic knowledge Niche Topics and keyword ke Liye
Agar Aap Dil Laga kar Aise topic par Likhna Start kar de jo Most search Kare jate hai to Aapko Sucessful Hone se Koi nahi Rok Sakta hai But Aapko Hard Work ke Sath Search Engine Optimization Better Knowledge honi Chahiye Without Seo Knowledge ke Aap Aise Topic par Better Results Hasil nahi kar Sakte hai . Because Aise Topics par Competion Bahot hota hai .
Keyword or Topics ko Target karan Sunne me Jitna Easy lagata hai Real me Usse Jayda Hard work hai Issliye yeh post Aapke Liye jab Useful hoga Jab Aap Iin Chijo ko Target karna Jante hai .
I Hope Ab Aapko Most search hone wale keyword or Topics ko Find karne ke Baare Pata Chal Gaya hoga . Agar Aapko Hamara yeh Article Useful laga hai to Iss Share karke Hamara Sahyog Jarur kare !!!
No comments: