Google Webmaster Console Par Account Kaise Banaye
Google Webmaster Console Par Account Kaise Banaye
Iss Article me Yeh Jankari Share Kari Gayi hai ki Google Webmaster Console Par Account Kaise Banaye . Yeh Har Blog Website ke Liye Bahot Important hota hai . Iss tools ki Help se Aap Google Search Engine par Post Index etc karte hai .
Webmaster Console Kya hai
Yeh Ek Google ki Services Jiski Help Se Aap Aapni Website ke Article or Image Search Engine Par Show Karte hai . Agar Aap Iss Par Account Nahi Banate hai to Google Aapke Blog Post And Image Search Engine Par Nahi Show Karta hai . Jo Peoples Blogger Par hai Unhe Iss Par Manually account Create karna hota hai .
Google Search Console Par Account Kaise Banaye
Ab Aapko Aapni Gmail Id se Login Karna hoga to Aap Login kare .
Jaise hi Aap Login Karte hai Aapko Aapne Blog Ka URL Http ke Sath Add Karna hota hai .
Ab Aapki Screen par Iss Tarah ki Page Dikhega . Niche Image Follow kare .
- Aap Alternate mothods Ke Option Par Click kare .
- Ab HTML Tag ke Option Par Click kare Jaise hi Aap Aaisa Karte hai Aapko Ek Code Dikhega Usse Copy Kar Lijiye .
- Ab Aapne Jo Code Copy Kara hai Usse Aapne Blog Template Par Add Karna hai to Jante hai Kaise Kare .
- Aapne Blogger Account ko Login Kare or Blog Dashboard Par Jaye .
- Ab Template ke Option Par Click kare Or phir jo Page Dekhega Uss par Edit HTML ke Option Par Click Kare .
- Ab Aapko Wo Code <head> ke Niche Paste karna hai Or Phir Save Par Click kar Dijiye .
- Ab Aap Phir Webmaster Console Wale Page par Jaye or Waha Verify ke Option Par Click Kar Dijiye .
Agar Aapne Code Sahi Jagah Add Kara hai to Aapko Iss Tarah ki Message Dikhega . Iska Matlab Aapka Account Verify ho Gaya hai .
Aab Aapko Post ko Index or Crawl karne ke Liye Webmaster Console me Sitemap Submit karna hai Jisse Post Google Search engine par Aaye .
I Hopo Aapko Ab Easily Samjh Aa Gaya hota Google Search Console par Account kaise Banate hai Agar Aapko Humara yeh Article Accha Laga hai to Isse Share Karke Hamara Sahyog kare .
No comments: