Google Par Sitemap Kaise Banaye
Google Par Sitemap Kaise Banaye
Iss Article me Yeh Jankari Share kari Gayi hai Google par Sitemap kaise Submit kare . Agar Aap Blogger Platform par hai Or Aapne Sabhi Post Search engine par Show karna Chahate hai to Aapko Sitemap Submit karna Jaruri hai .
First Aapko Google Search Console Par Account Banana hota hai Jiske Baare me Pahele Bata Chuka hoon Agar Aap Janna Chahate hai Read more .
Sitemap Submit karne se hota kya hai?
Aap Blog par jo Post Write karte hai Sitemap Add karne Se Google ko Yeh Pata Chal Jata hai Aapne kya Publish Kara hai or Agar koi User Uss post se Related Search karta hai to Google Aapka Bhi Post Show karta hai Issliye Sitemap Google par Add karna Important hota hai . Totally Bola Jaye to Aapke Post ko Crawl or Index Karta hai Sitemap .
Sitemap Kaise Banaye
- First Aap Console par Login kare .
- Ab Aapko Aapni Property Dikhegi Uss par Click kare Niche Image Follow kare .
- Ab Sitemap ke Icon par Click Kare .
Ab Aapki Screen par Iss Tarah ki Image Dikhegi Niche Image Follow kare. Add/Test/Sitemap Par Click kare Or Waha Box me Niche Waha Code Type kare ya Copy karke Paste kare .
sitemap.xml
Or Last me Submit par Click Kar Dijiye phir Page ko Refresh kare .
Aabhi Aapka Sitemap Padding hai 4 To 8 Hours me Aapka Sitemap Approval kar Diya Jayega .
NOTE - Ab Aapne Jo Bhi Google Guideline ke Anusar Publish Kara hai Wo Sabhi Search Engine Par Search Aane Lagegi Agar Aap Kisi Post ko Ya kisi Post ki Image ko Search Me Nahi Lana Chahate hai to Aapko to Aapko Custom robots.txt file me Add karna hoga Ya Phir Custom robots header tags Help se karna hoga .
Mostly Aaisa Dekha Gaya hai ki Kai Baar Sitemap kaphi Time Tak Padding Raheta hai Issliye Mai Aapko Sugget Karuga ki Aap Submit karne ke Baad Ek se Do Post Jarur Publish kare . Isse Or Jaldi Approval hone ke Chance hote hai .
I Hope Ab Aapne Sitemap Easily Submit kar Diya hoga . Agar Aapko Harama Yeh Article Achha Laga hai to Isse Share Karke Harama Sahyog kare .
No comments: