How to add link in blogger post in Hindi

How to add link in blogger post in Hindi


Iss Article me Yeh Jankari Share Kari Gayi hai Blog Post me Link Kaise Add kare Sath hi yeh Bhi Batane ki Koshish Kari hai ki Link Add karte Time Kin Baato Ka Dhayan Rakhna Chahiye . Iss Tarah ki Problem Mostly Newbie Bloger ko Face karti Padti hai . Jayda Baate Na karte hoye Sidhe Point par Aate hai .

Blog-post-me-link-kaise-add-karte-hai

Blog par Post me Link Kaise kare hai

First Aap Jis Link ko Add karna Chahate hai Uss Post ya Site ko Brower Par Open kare or Link Copy kar Lijiye .

Ab Aap Jis Post me Add karna Chahate hai Uss post ko Open Kare Aapne Blogger ke Dashboard Par.

Ab Aapko  Iss Tarah ki Image Screen par Dikhegi Aap Link ke Option Par Click kare .


Ab Aapko Niche Wahi Image Screen par dikhegi Aapko Kaha kya karna Karna hai Niche Bataya Gaya hai.

Bloger link Feature



  1. Text to Display - Idhar Aapko Wo Write Karna Jo link Par Dikhe For Example Read more Likh sakte hai .
  2. Web Address - Yaha Aapko Jo link Aap Add Karna Chahate hai Usse Add kare .
  3. Test to Link - Iss Par Click Karne Par Aapko Yeh Pata Chal jayega ki Jo Aapne Link Add kara hai Wo Work kar Raha hai Ya Nahi . Because Kai Baar jo Link Hum Copy karte hai Wo Puri Tarah Copy Nahi Hota or Phir Add Karne Par Work Nahi Karta hai . Issliye Aap ek Baar Check Jarur kare . 

Ab Aapko Two Tik Mark Options Dekhege . Isska Use kaha or kyu karte hai Ab Yeh Janate hai 

  1. Open this link in a new window - Yeh Bahot Important hai Shot Word me Batata hoon ki Par Tik Mark Karne se Wo link New Tab par Open hota hai . 
  2. Add 'rel=nofollow' attribute - Iss Jab Tik Mark Kare Jab Aap Dusari Site ka link Add karte hai . Aapni Site ka Link add Karte Time Isse Tik Mark Nahi kare . yeh Nofollow or Dofollow ke liye hai . Isske Baare me Jankari ke liye yeh post Read kare .
  3. Or Last me OK par Click kar Dijiye . 
I Hope Aapko Ab Aapko Easily Samjh Aa Gaye hoge Blog Post me link Kaise Add kare hai . Agar Aapko Humara Yeh Post Accha Laga to Iss Article ko Share Karke Humara Sahyoh Kare .

No comments:

'; (function() { var dsq = document.createElement('script'); dsq.type = 'text/javascript'; dsq.async = true; dsq.src = '//' + disqus_shortname + '.disqus.com/embed.js'; (document.getElementsByTagName('head')[0] || document.getElementsByTagName('body')[0]).appendChild(dsq); })();
Powered by Blogger.