Blog me H1_ H2_ H3 etc Heading Tags Kaise Use kare
Blog me H1_ H2_ H3 etc Heading Tags Kaise Use kare
Iss Article me Yeh Jankari Share kari Gayi hai Blog Par H1_H2_H3_H4 etc Heading Tags Kaise Use kare I Mean Blogger Dashboard ki help se kaise Add kare . Or Sath hi Yeh Bhi Bayata Gaya hai ki Isske Kya Benefits hai Blog Website par .
Agar Blogger Dashboard Feature ki Baat kare to Isme H2_ H3_ Or H4 Heading di Gayi Hoti hai Jisse Blog Admin Easily Use kar lete hai . Or Agar Newble ki Baat kare to Wo Iska Use Nahi karte
Or Unka Mostly ek Qustion hota hai ki Isse kya Fayda hai ? First Mai Aapko Batana Chahata hoon ki Iss Post maine Only Add karne ke Baare me Bataya hai . Agar Aap Heading Tag ke Benefits Ki Jankari Chahate hai To Read More par Click Kare .
To Abhi Mai Sidhe Point par Aata hoon Ki Add kaise Karte hai
First Aap jo Post Write kar Rahe hai Usse Complete kar Lijiye .
Ab Niche Image Follow kare . Jaise Image me Dikhaya Gaya hai Waha Click kare Phir Aapko Four Option Dekhege .
- Heading Yeh H2 Tag heading hoti hai Iss Use karne ke liye Aap Aapne Post ke Paragraph ko Select kare Or Phir Iss Option Par Click Kar Dijiye .
- Subheading Yeh H3 Tag heading hoti hai Isse Same Upar Wale Tarike se Use kar Sakte hai .
- Minor heading Yeh H4 Tag heading hoti hai Isse Bhi Same Upar Wale Tarike se Use kar Sakte hai .
- Normal - Normal ka Use Only post Write ke liye karte hai .
Ab ho Sakta hai Aapke Maan me Yeh Qustion Aa Jaye ki H1 heading ke Baare me Bataya hi Nahi . To Iss Karan Yeh hai ki Mostly Blogger ki Template me jo Coding hoti hai Usme Post Title ko H1 Heading me Convert kar Rakha hota hai . Issliye H1 heading ka Feature Blogger par Nahi hota hai . Or Basic Jankari ke liye Aapko Batana Chahata ho ki H1 ek post me ek hi Baar Use kar Sakte hai . Agar Aapka Post Title H1 Heading me Convert Nahi hai to Aap Post me Use kar Sakte hai Ek Baar Only . Yeh Jankari Mr. Matt Cuts Dawara di Gayi hai Youtube video ke madhayam se.
NOTE - Agar Aap heading ko Miss Use karte hai to Google Search engine Aapke Post ki Ranking Decrease kar Sakta hai . Issliye Isse Guideline ke Sath hi Use Kare .
Agar Aapke Post ka Title H1 me Nahi hai Or Aap Post me H1 Use karna Chahate hai to Kaise Kare Iss Baare me Jaane
Waise to Jinhe Coding ki knowledge hai wo Easily heading Tag kar Lete hai . But Agar Aap New hai to Iss Trick Ka Use kare .
First Jis Paragharph Line ko Aap H1 me Convert karna Chahate hai Usse H2 me Convert kar Dijiye Iske Baare me Upar Bataya Gaya hai kaise Karte hai .
Ab HTML ke Option Par Click kare .
Ab Ctrl-F Press kare Or Search Box me H2 Type Kare or Enter par Click Kare .
Ab Aapko H2 Dikhega Phir Aap 2 ko Remove kare or Uske Badle 1 Add kar Dijiye . for Example
<h2>how to Write post</h2>
<h1>how to Write post</h1>
Iss Tarah Aap kisi Bhi heading ko Add kar Sakte hai Bas Nubmer Change karne hote hai .
I Hope Aapko Heading Add karne ke Baare me Jankari ho Gayi hogi . Agar Aapko Hamara Yeh Post Achha Laga to Isse Share karke Humara Sahyog Kare .
No comments: