How to write a blog - post settings kaise kare full guide
How to write a blog - post settings kaise kare full guide
How to write a blog , iis article me post setting ke baare me bataya gaya hai jo bahot important hai . jab newble web founder post publish karte hai wo kuch baate ka dhayan nahi rakhte jiski wajah se baad me Aapko kaphi problem face karti padti hai .
अक्सर होता यह है जब न्यू ब्लॉगर पोस्ट पब्लिश करते है तो उनका तरीका कुछ इस तरह होता है । वो पोस्ट लिखते है । और लेबल डालते है और फिर पब्लिश कर देते है । और बात में यह सोचते है की उनको ट्रैफिक क्यों नही मिल रहा । इस कारण यह है की आपने पोस्ट सेटिंग्स की ही नहीं है जिससे पोस्ट SEO होता है ।
Post settings karne ki jankari & basic guide
Post Title hamesha long likh miximum 70 Chapracters use kar sakte hai because search engine fast focus karta hai or title me main keyboard use kare .
Aap jab bhi blog post write karte hai right site me post setting ka option hote hai inhe kaise use kare ab jante hai . inche image me dekh sakte hai .
1:- Labels - isse Aap category bhi bol satke hai or labels tags bhi . jab aap koi post likhte hai to usse ek category deni hoti hai . jaise me koi article kisi flim star ke baare me likhta hu to mai usme labels choose karuga Actors . Aap Aapni think se category choose kar sakte hai bas note karne wali baat yeah hai ki humesha popular keyboard choose kare jisse visitor ko samjhne me easy ho sake . or search engine se bhi benefits milta hai .
2:- Schedule - Aap iss options me Apne post ki date set karte hai , mai always automatically choose karta ho Aap bhi kar sakte hai. Or jab Aap koi Article update karte hai to dubara automatically choose kare jisse search engine me post ki better rank ban sake.
3:- links - yeah Option bahot important hai, iss me Aap custom parmalink edit karte hai.
I mean shot HTML link iss se humari Search engine Par good Rank ban sakti hai. Bas use karna Aana chahiye. Iss ke liye niche diye gaye link Par click kare. Or articel read kar sakte hai.
4:- location - iss me Aap Location bhi add kar sakte ho yeah jayda jaruri nahi hai but Aap chahe to locations bhi add kar sakte hai.
5:- search description - yeah article ka meta tags parts hai . idhar aap jo word type karte hai agar koi user search engine par wo find kare to aapka post show hota hai . idhar aapko search description add karne hote hai yeah bahot important bhi hai . Traffic increase karne ke liye . aap yaha par article se related word type kare . jitne jayda word type karge utna seo ke liye better hai .
Note - yaha par only target keyboard ka use nahi kare agar aap 100 Chapracters likhte hai wo 2 hi baar keyboard use kare . i mean 2% .
6:- options - yeah comment settings ke liye hota hai agar aap comment disable karna chahate hai yaha se kar sakte hai .
how to write a blog . iss Tarah Aap blogger ki post settings ke feature use kar sakte hai . agar aap ko blogging ki field me jayda time nahi howa to abhi samjhne me muskil hoga . par aap aaj se hi iin baato ko follow karege to aage chalkar aap ko problem face nahi karni padegi .
Iss Tarah Aap Blogger ke diye gaye future use kar sakte hai or post ko SEO friendly kar sakte hai . yeah Maine kuch hi rules Bataye hai . but post ko full SEO friendly karne ke liye bahot kuch karna hota hai yeah to Starting hai .
No comments: