Free Stylish Website kaise Banaye full Guide

Free Stylish Website kaise Banaye full Guide


Free Stylish Website kaise Banaye full Guide  . Maine Aapni site Par kaphi post Publish liye hai Par mujhe Aaj pata chala ki Maine website kaise Banate hai iss baare me details me nahi Bataya hai . agar Aap kisi topic , subject , hobby , technical Jankari , Aapne business , etc ke upar E-commerce website banana chahata hai Bana sakte hai or world me millions people's se jud sakte hai .

knowledge & money

Mai iss Article me Aap ek Stylish web Banane ke baare me jankari share karuga waise simple web banana bahot easy hai Par usme maja nahi aata to yeh Article jab read kare jab Aap puri tarah free hu because yeah bahot long post hone wala hai . kyuki Stylish jo Banani hai . Par yeah Mera promise hai Banane ke baad jisse bhi Aap web dikhage wo Aapki Tariph hi karega .

Aapke pass yeah teen chij hona bahot jaruri hai .
1 - Gmail I'd jo ki Aaj har person ke pass hoti hai .

2 - PC ya laptop bhi hona jaruri hai . waise ho Smart phone se bhi Website Bana sakte hai . Par usse jayda time waste hota hai issliye Maine pc or laptop ke anusar Step by Step Bataye hai .

3 - maximum One hour's ka Time yeh Aapke liye hai mujhe to 5 minute lagege ke beautiful website create karne me .

To baate bahot ho gayi ab jante hai Free Stylish Website kaise Banaye

1 -  sabse phele aap iss link par click kare or site par jaye , www.blogger.com
2 - ab aapko aapni gmail id se login karna hai . phir aap ke screen par iss tarah ki image show hogi .
ab aapke pass two options hai ya google plus profile se add kare ya blogger id create kare . best hai ki google profile add kare , inche image dekh sakte hai .

knowledge & money

jaise hi aap upar diya step pura kar lete hai ab new blog par click kare , inche image follow kare .

knowledge & money




Ab aapki screen par inche wali image show ho rahi hogi , ab kya karna hai step by step follow kare .
1 - yaha aapko aapni website liye Title add karna hai , maine exmple ke liye my work mention kiya hai , aap ek unique title add kare ,

2 - yaha aapko aapni website url add karna hai, i mean web address , jaise meri iss site ka url hai fastmoneyxyz.com iss tahar first word add karne hai . jaise aapne mystory typy kara wo automatically mystory.blogspot.com me change ho jayega . kyuki yeh free hai issliye abhi aapko iss se create karni hogi , aage chalkar me custom domain name ke baare me batauga . abhi aapni apni site ke liye koi word soche or type kare agar wo koi use nahi kar raha aap use kar sakte hai ,


3 - yaha aap right ka mark dekh rahe hoge yeh jab dikhga jab jo site address aapne type kara hai wo  available hoga . issliye aaisa site address choose kare jo avialable ho . future me aap iss custom domain name se change kar sakte hai . koi tension ki baat nahi hai .

4 - ab last step upar ki saari process karne ke baad create blog par click kare . iss tahar aap ki website create ho gayi hai . par abhi khush hone ki baat nahi hai yeh abhi simple hai iss stylish karna hai issliye aage ke step follow kare .

knowledge & money

niche image me hamari kai website show ho rahi hai par aapki ek hi show hogi aapko kya karna hai niche image follow kare .
1 - yaha iss icon par click kare .
2 - yaha template  ke option par click kare .

knowledge & money

jaise hi aap template ke option par click karte hai niche wali image show hogi aap dekh sakte hai phir kaha click karna hai .
knowledge & money

ab niche wali image follow kare .
1 - yaha no show desktop template on mobile devices par tik mark kare .
2 - yaha save par click kare .
NOTE - jaise aap no par tik mark karge yes se tik mark remove ho jayega .

knowledge & money

ab aapki site par ek mobile friendly template add karne hogi iss ke liye aap mujhe mail kare mai aapko ek mobile friendly template send karuga usse aap ko upload karna hoga .
jab tak aap ek acchi template upload nahi karuge aapki site stylish nahi hogi , i mean professional looking website .

waise ab blog ready hai , aap aaj se hi article likhna start kar sakte hai . or ek domain buy karke iss website bana sakte hai domain name godadday site se registered kar sakte hai . 

jab bhi aap ko apni site par login karni ho blogger.com type kare or login kare aapni gmail id se .

humari sath jude rahe or blogging se related jankari store karte rahiye .

No comments:

'; (function() { var dsq = document.createElement('script'); dsq.type = 'text/javascript'; dsq.async = true; dsq.src = '//' + disqus_shortname + '.disqus.com/embed.js'; (document.getElementsByTagName('head')[0] || document.getElementsByTagName('body')[0]).appendChild(dsq); })();
Powered by Blogger.