Apne Android Phone Ko CCTV Camera Kaise Banaye In Hindi


Hello Dosto, www.Dekhoandsikho.blogspot.in me aapka swagat hai. dosto aaj me ek super trick leke aaya hu. aaj me bataunga ki Android Phone Ko CCTV Camera Kaise Banaye? Aap ko lagta hoga ki Kya ham Android Mobile ko CCTV Camera bana sakte hai ? to dosto jiha aap bilkul bana sakte hai. Ye Trick aapke bohot kaam aane vali hai.
Agar Aap kuch time ke liye CCTV camere jarurat hai aur Baad me koi jarurat nahi hai to aap ye trick apna sakte hai. aap is trick se kisi bhi person ko aur uski harkato ko dekh sakte hai. Aapne dekha hoga kuch exam me CCTV Camera ki jagah Tablet hote hai. Vo isi tarah se set karte hai. Me aapko iske baare me step by step batata hu.

Android Phone Ko CCTV Camera Kaise Banaye ?

Step 1:- Sabse Pahle To Play Store me jake IP Webcam app ko download kariye ya fir upar diye gaye link par click kariye.
Step 2:- Ab aap ise Open kare aur niche Start Server par click kariye.

Step 3:- Start Server par click karne ke baad aap ka camera khul jayega aur niche aapko ek ip address dikhai dega.

Step 4:- Aapko us ip address ko copy karke apne pc ke browser me dalna hai aur search marna hai.

Step 5:- Jab aap Search karege to ek page khulega aapko usme Javascript par click karna hai.

Jaise hi aap Javascript par click karege to aapke Mobile ka Video usme Dikhai dega. aur ab aap apne Android phone ko kisi bhi jagah chupa ke rakh sakte hai.
Note:- Aapke Mobile aur Aapka Pc ek hi Internet connection se jude hone chahiyeAap Ek Hi WiFi Connection se dono ko use kar

No comments:

'; (function() { var dsq = document.createElement('script'); dsq.type = 'text/javascript'; dsq.async = true; dsq.src = '//' + disqus_shortname + '.disqus.com/embed.js'; (document.getElementsByTagName('head')[0] || document.getElementsByTagName('body')[0]).appendChild(dsq); })();
Powered by Blogger.