Computer/Laptop Ke Shortcut Key or Unki jankari



Computer aaj ke time me logo ki kitni jarurt ho gayi hai ye to aap jante hi honge. computer ka jyada proyog young generation ke log karte hai. jaha tak mera anubhao hai ki computer ki har ke feature sayad hi kisi ko pata hoga. wese hi computer me bahut se shortcut key hota hai.
Agar aapko computer ki shortcut key ke bare me pata hai to jab aap apna computer upyog karte honge to shortcut key ki jankari ki wajah se aapka bahut sara time Save hota hoga. Computer ke shortcut key ka upyog karke hum bahut se hard kaam ko simple tarike se kar sakte hai.
Aaj ke iss post me hum computer/Laptop ke important shortcut key ke bare me janege aur aap in shortcut key ki wajah se computer me bahut se kaam easy tarike se kar sakte hai. to chalo computer/Laptop ki kuch important shortcut key ke bare me jaan kar apne computer ke kaam ko Eassy bante hai.
Shortcut Key ko use karne ke sabse bada faida hai hamara bhut sara time bachta hai or aasani se ho jata hai.

Computer Laptop Ke Shortcut Key or Unka Matlab

Computer/Laptop Ke Most Importent Shortcut Key

1- Window = Start Menu ko open karne ke liye
2- Window+E = My Computer ko open karne ke liye
3- Window+R = RUN Dialog box ko open karne ke liye
4- Window+F = Search karne ke liye
5- Window+U = Ease of Access Center Open karne ke liye
6- Window+X = Window Mobility Center open karne ke liye
7- Window+Ctrl+F = Computer me kuch search karne ke liye Box open karne ke liye
8- Window+Pause/break = System Page Open karne ke liye
9- Window+P = Projector par Presenation display mode on karne ke liye
10- Window+D = Desktop ko display karne ke liye
11- Window+L = Computer Lock karne ke liye
12- Ctrl+N = New File Banane ke liye
13- Ctrl+P = Documents ki Print nikalne ke liye
14- Ctrl+X = jo select kiya hai usko bha se hata kar copy karne ke liye.
15- Ctrl+C = Jo slelct kara hai usko copy karne ke liye
16- Ctrl+B = Text ko Blod karne ke liye
17- Ctrl+I = Text ko italic karne ke liye
18- Ctrl+U = Text ke niche underline karne ke liye
19- Ctrl+F = Text ko Document me search karne ke liye
20- Ctrl+Delete = Delete the next word
21- Alt+D = Browser me Address Bar ko select karne ke liye.
22- Tab = Dusri Window par jane ke liye, Text file me aage badne ke liye
22- Window+Up Arrow = Jo Window abhi khuli hai unko mimimize karne ke liye
23- Window+F1 = Windows Help And Support ko open karne ke liye
24- Esc = jo chal raha hai usko close karne ke liye.
25- Alt = Chupi hui menu ko open karna
26- Alt+Tab = jitni window khuli hai unme se koi dusri ko open karna
27- Alt+Spacebar = jo window khuli hai uski shortcut menu ko open karne ke liye.
28- Alt+Left = Arrow Displays the previous folder
29- Alt+Right Arrow = Displays the next folder
30- Shift+Delete = file ko hamesa ke liye deletekarne ke liye
31- Shift+F10 = context menu ko open karna selected item ke liye
32- Ctrl+Shift+N = Naya Folder open karne ke liye
33- Ctrl+Esc = Start Menu ko open karne ke liye
34- Ctrl+Shift+Esc = Windows Task Manager ko Open karne ke liye
35- Ctrl+Click = bhut sare Items ko select karne ke liye
36- F1 = Help ki window open karne ke liye
37- F2 = File ko Rename karne ke liye
38- F3 = Search ko open karne ke liye
39- F4 = Address bar ki list ko dekhne ke liye
40- F5 = Screen ko referes karne ke liye
41- F6 = itens ko switch karne ke liye window or dialog box me
42- F7 = Displays the command history in a Command Prompt
43- F10 = hidden Menu Bar open karne ke liye
44- F11 = Full Screen display karne ke liye, Browser me
45- Shift+Delete = Permanently deletes karne ke liye selected item ko
46- Ctrl+Alt+End = Windows Security dialog boxko open karne ke liye
47- Ctrl+Z = Last action ko cancle karke ek step piche jane ke liye
48- Ctrl+Y = jo ek step piche aaye usko wapas aage jane ke liye
49- Ctrl+Tab = jitni Tabs khuli hai unme ek tan se dusri par jane ke liye
50- Ctrl+Shift+Tab = Tabs me wapas jane ke liye
51- Window+Home = sabhi Windows ko minimize karne ke liye
52- Ctrl+Shift+A = Change characters to all capitals
53- Shift+F10 = Show the current shortcut menu
54- Ctrl+G = Go to a page
55- Alt+C = Display the Table of Contents
56- Alt+N = Display the Connection Settings menu
57- Window+Shift+M = Sabhi Minimize windows ko open karne ke liye
58- Window+Spacebar = Desktop ko dekhne ke liye
59- Ctrl+Shift+Esc = Tast Manager ko open karne ke liye
60- Ctrl+Shift+Tab = Tab me Piche jane ke liye
61- Tab = Cycles forward through the elements in a window or dialog box
To Friends ummid hai aapko ye jalkari achi lagi hoge or aapko inko use karke jarur time ki bachat hogi.

No comments:

'; (function() { var dsq = document.createElement('script'); dsq.type = 'text/javascript'; dsq.async = true; dsq.src = '//' + disqus_shortname + '.disqus.com/embed.js'; (document.getElementsByTagName('head')[0] || document.getElementsByTagName('body')[0]).appendChild(dsq); })();
Powered by Blogger.