Blogger Par PDF file kaise Add kare
Blogger Par PDF file kaise Add kare
Iss Article me Yeh Jankari Share kari Gayi hai Blogger par PDF File Kaise Upload kare . Aap Google Drive ke Help se Pdf File Upload karke file ka Emdeb Code Blogger par Use kar Sakte hai Jiske Baare me Niche Vistar Se Bataya Gaya hai .
Aaisi Bhi Kai Saari Website or Blog hai jo Aapne Site par PDF File Add karna Chahate hai Unke liye yeh Post Useful hai .
Agar Aap Blogger par PDF file Download Link Add karna Chahate hai to Aapko PDF Host karni Hoti hai Jiske Baare me Next Post me Batane ki Koshish Karuga .
PDF file Blog par Kaise lagaye
- First Aap Google drive account open kare .
- Ab new ke Option Par click kare .
- Ab file upload ke Option Par click kare or Apni PDF file upload kare .
- Ab Aapki file upload ho gayi hai to file Par right click kare Or Share kar dijiye
- jaise hi Aap share karege Aapke Screen par iss Tarah ki image dikhegi niche Follow kar sakte hai. phir Advanced ke Option Par click kare .
- Ab change ke Option Par click kare .
- Ab On- public on web Par Tik mark kare or save kare .
- Ab Aap ki PDF file Share ho Gayi hai Ab Google Drive ke Main page Par jaye Aapne jo file share Kari hai Usse Search kare .
- Ab file Par right click kare or preview ke Option Par click kare .
- Ab Niche Image Follow kare kaha click karna hai ..
- Niche image me dekh sakte hai kaha click karna hai . or phir embed ke Option Par click kare or code copy Kare .
Ab Aapki Screen par Embed Code Show hoga Aap Usse Copy Kar Lijiye .
- Ab Apne Blog ke Dashboard Par jaye or or jis post Par Add karna chahate hai uss post Par HTML ke Option Par click kare .
- Note :- Compose se sath HTML ka Option hota hai.
- Ab Apne PDF file ke embed code ko post me add kar dijiye or post publish kar dijiye .
Note - Niche Diya Gaya Code Copy Kare or Aapne Embed Code Kare Or Isme jaha Green Color Se mark kar Raha hai Waha Aapne Pdf ka Url Add kar Dijiye phir Iss Aap Aapne Post me Use kar Sakte hai .
- <iframe frameborder="0" height="800" marginheight="0" marginwidth="0" src="https://drive.google.com/file/d/0B5qZrc0gBxy2X2hrVGFxa2dpNFU/preview" width="100%">Loading...</iframe>
I Hope Ab Aapko jankari ho Gayi hogi ki PDF File Blog Post me Kaise Add karte hai . Agar Aapko Hamara Yeh Post Achha Laga hai to Isse Share Karke Hamara Sahyog kare .
No comments: