Blog Par Canonical Link Tags kaise karte hai or SEO Benefits.
Canonical Link Tags : Blog Par Canonical Link Tags kaise karte hai or SEO Benefits.
Hello everyone, Blog Par Canonical link Tags kaise karte hai , Blog Par Canonical link Tags karne ke kya Benefits hai , Canonical link ki jankari . iss Article me SEO se related jankari share Kari gayi hai jo ki Blog post ki rank increase karne me bahot important hai . jaise ki Blog Website ko SEO karne ke liye Kai step Follow karne padte hai unme se ek hai Canonical link URL.
Blog Website Par Canonical Link Tags karna kyu Jaruri hota hai
Blog Website Par page ke duplicate content Create ho jate hai . duplicate content Create hone ki Kai wajah hai . jaise some Category , comments etc , jis wajah se search engine Blog post ki Rank slow kar deta hai yaa yeah bhi bol sakte hai Blog page ki Rank stop kar deta hai . iss wajah se search engine se site par low Traffic milta hai . for example >
Original link
http://www.fastmoneyxyz.com/2016/03/my-post.html
Mobile link :-
http://www.fastmoneyxyz.com/2016/03/my-post.html?m=1
.
Comment link :-
http://www.fastmoneyxyz.com/2016/03/my-post.html?showComment=123456789xxx#c123456xxxxxxxxxx
.
Other Tracking tool link :-
http://www.fastmoneyxyz.com/2016/03/my-post.html#xxxxxxxxxx
.
Iss tahar humari site ke duplicate content page Create ho jate hai iss issliye Canonical Tags karna jaruri hota hai .
Canonical link Tags karne ke kya Benefit s hote hai
Agar web Owner Apni website Blog Par Canonical link Tags kar lete hai to jo duplicate content Create hote hai site Par wo index nahi hote or original content hi content hi index hote hai jis wajah se Blog post ki rank increase hoti hai. Or iss se search engine par page rank increase [बढ़ता है] hoti hai .
Google ne Canonical use ke liye Kai guidelines Article post kare hai Google guideline or Google webmaster site ne Canonical mistakes Par ke baare me bahot important jankari share Kari hai .
The great SEO master Matt Cutts dawara di gayi Canonical URL Par jankari .
Blog Website ki search engine ranking increase karne, post intex or Crawling ke liye bahot important hai Canonical Link Tags karna .
Blog Par Canonical link Tags kaise karte hai
1 :- Apne Blog ke Dashboard Par jaye .
2 :- Ab Template ke Option Par click kar dijiye .
3 :- Ab HTML EDIT ke Option Par click kar dijiye .
4 :- Ab Apni Template niche diya gaya code search kare, 4 ya 5 number Par mostly hota hai .
<head>
5 :- Ab niche diya gaya code head ke niche paste kar dijiye .
<link expr:href='data:blog.canonicalUrl' rel='canonical'/>
6 :- or last me save Template Par click kare .
Ab Aap ko kuch pata chal jayega Ab Aap ke page ya post ki rank search engine Par increase hone lagegi .
No comments: