Custom Permalink Kya hai Isse Blogger par kaise Banaye
Custom Permalink Kya hai Isse Blogger par kaise Banaye
Iss Article me Yeh Bataya Gaya hai Custom Permalink Kya hai Isse Blogger par kaise Use kare . Yeh SEO ka ek Important Part hai Agar Isska Use Sahi Tarike se Kara jaye to post par Taffice increase kar Sakte hai . Isske Baar me Niche Vistar se Bataya Gaya hai .
Custom Permalink Hota Kya hai ?
Yeh Post ka Link hota hai Agar Dusare Savdo me Bola Jaye to Isse Post ka URL Bhi Bol Sakte hai .
Blogger Par Jab Hum koi Post Write karte hai to Automatic Post ka Url Gerarate ho Jata hai But Agar SEO Ki Baat kare to Automatic Link ki Value Kuch Nahi hoti Iss Wajah Se Custom Parmalink Create karna hota hai Iss ki Help se Aap Link ko Aapne Hisab se Bana Sakte hai I Mean keyword Add Kar Sakte hai .
Link Edit karne ka Kya Benefits hai?
Jab koi User Search engine par kuch Search karta hai to Search Engine Sabse Pahele Post link par Focus karta hai Agar jo User ne Search kara hai Or Aapne Wo Keyword ko link me Add kara hai Sath hi Uss Keyword ko Aapne Post ke Aandar Sahi Tarike se Target kara hai to Aapka Post ko Search engine par First page par Show hone ke Bahot jayda Chance hote hai . Issliye Custom Permalink ko Create karna Important hota hai .
NOTE - Permalink ke Sath or Bhi SEO Guideline follow karni hoti hai Search engine First Page par Aane ke Liye . Agar Aap Sabhi Baato par Notice karte hai Jabhi Aap Long Time ke liye First page par Aa Sakte hai .
Moslty yeh Mistake Newbie Blogger karte hai or yeh ek Common Mistake hai . Agar Aap bhi yeh Mistake kar Rahe hai to Aaj se karna Band kar Dijiye .
Ab Baat Aati hai ki Custom permalink me kya Add kare Agar Aap Meri Baar kare to Mai Post ka Title hi Add karta hoon . Aap Bhi Aapna Post ka Title hi Add kar Sakte hai .
NOTE - Mai Title Issliye Add karta hoon kyuki Mere Title me Post se Related keyWord Target kiye hote hai .
Blogger Par Custom Permalink Kaise Banaye kare
First Aap Aapna post Complete Write kar Lijiye Or Uske Baad Right Side me Post Settings ka Options Dekhe . Niche Image follow kar Sakte hai .
Or Ab Link ke Options par Click kare .
Ab Custom Permalink ke Option par Click kare . Niche Image Follow kare .
Ab Aapko Box me Permalink Create karna hai or Last me Done par Click karna hai . Niche Image Follow kare .
Link Jabhi Create hoga jab Aap Space ke Badle Isska [ - ] Use karege . For Example
jaise Aap Aapne Post ka link yeh Dena Chahate hai ---- How to Create a Blog
To Aapko Iss Tarah Link Create karna hoga --- How-to-Create-a-Blog
Ab Aapko Samjh Gaye hoga Space ke Badle kya Add karna hai . Agar Aap Iss Tarah Nahi karte ho Aapko Iss Tarah ki Warning Show hogi Niche Image me dekh Sakte hai .
NOTE - Blogger par Post link me Post Date or last me html Automatically add ho jata hai Isse Remove Nahi kar Sakte hai . Niche Iss post ka link Dekh Sakte hai .
http://www.fastmoneyxyz.com/2016/08/Custom-Permalink-Kya-hai-Isse-Blogger-par-kaise-Use-kare.html
I Hope Aapko Custom Permalink Se Related Sabhi Baate Samjh Aa Gayi hogi . Agar Aapko Hamare Yeh Post Pasnad Aaya to Iss Post ko Share karke Humara Sahyog kare .
No comments: