Google AdSense Apply YouTube video :- YouTube video ko Google AdSense ke liye Apply kaise karte hai.
Google AdSense Apply YouTube video :- YouTube video ko Google AdSense ke liye Apply kaise karte hai.
Hello everyone, iss article me hum yeh
jannege YouTube ki video me motisition enable or Google AdSense Apply kaise karte hai.
Maine apne YouTube ke Article me phele Bhi Bataya hai YouTube paise kaise kamate hai. I mean youtube earning.
Or iss Article me yeh Batauga motisition enable or Google AdSense Apply YouTube video ke liye kaise karte hai .
Google AdSense Apply
Sabse phele aap apne YouTube account par jaye.
Ab aap niche dono image dekh sakte hai ,
Ist par click kar dijiye .
2nd par my channel par click kar dijiye.
3rd video manager par click kar dijiye.
Ab niche image me dekhaya gaya hai jaha doller ($) ka nishan hai waha click karna hai but aap ki image par abhi doller ka nishan nahi show hoga
1:- Ab channel ke option par click kar dijiye
2:- status and features par click kar dijiye .
3:- monetisation ke samne enable ka option hoga us par click kar dijiye niche image me dekh sakte hai par iss image me me monetisation ke samne green light hogi par aap ke samne enable likha hoga
Ab new page open hoga enable my account par click kar dijiye niche image me dekh sakte hai.
Ab phir ek new page open hoga tik mark laga kar I accept par click kar dijiye.
Ab new page open hoga monetisation par click kar dijiye.
Please note- jaise hi aap monetisation par click karege to video manager par dubara pahoch jaye ge.
Ab check kare apni video ke samne doller ka mark show ho rha.
Ab channel ke option par click kre or dekhe ki Monetisation kar dijiye samne green light show ho rahi hai, or phir link par click kar dijiye, niche image me dekh sakte hai .
Ab new page open hoga us page par ( I will I be paid?) Click kre, phir ek link show hoga associate an adsence account us par click kar dijiye, niche image me dekh sakte hai .
Ab ek new page open hoga us page me next ke options par click kar dijiye .
Ab niche wali image show hogi.
1:- yaha par language select kar dijiye.
2:- continue par click kar dijiye.
Ab ek page opne hoga iss forum ko Tashli se bhare jaldi baaji se kaam nahi kare.
Google AdSense forum fill-up
1:- yaha country select kar dijiye.
2:- yaha time select kar dijiye, India ka time select.
3:- individual par select kar dijiye.
4:- yaha pura naam daale yaad rahe us ka naam daale jis ka bank account ho kyuki payment usi naam se ayegi.
5:- yaha apne ghar ka address daale iss address par Google ki taraf se letter ayega.
6:- yaha city address daale.
7 :- state address daale .
8 :- yaha pin code daale .
9:- yaha apna mobile number daale .
10:- yaha par sab par yes par click kar dijiye .
11:- ab last ke submit par click kar dijiye . ho sake to ek screen shot le lijiye
Ab aap ke address par jab aap ki YouTube video ki earning 10 doller ho jayegi to ek latter ayega us later me code hoga .
Or ek baat apki email I'd par Google AdSense ka mail ayega us email I'd me aap ki adsence ki billing I'd hogi, ek screen shot niche image me dekh sakte hai iss mail me apki AdSense ki billing I'd hogi or ek link ho sing in par karke aap apni YouTube video ki earning dekh sakte hai .
I mean appka Google AdSense account .
Note - aap yeh saara kaam smart mobile phone part bhi kr sakte hai agar kuch samjh nhi aaye to puchh sakte hai
No comments: