Youtube Channel par Social Media Follow Icon Kaise Add karte hai
Youtube Channel par Social Media Follow Icon Kaise Add karte hai
Hello Friends Iss post me Yeh Bataya Gaya hai hai Youtube Channel par Social media Follow Button kaise Add kare . Agar Aap youtube par work karte hai Aapne Channel par follow Button link Add karne Chahiye . Isse Aapke Viewers Increase Hone me help Milti hai , Or Agar Aapne Facebook page Add kar Rakha hai to like Increase hote hai Or bhi kaphi Saare Benefits hai Social media icon add karne se .
Youtube ek Aisa Popular Way hai Jaha se Aap Apne Thought, Telent , Skills etc ko World me Share kar Sakte hai . Aapne Abhi ki Latest Movie Bajrangi Bhaijaan Dekhi hogi Uss Movie me Iss Baat ko kaphi Better Tarike Se Samjh Sakte hai Sath Youtube Online Earing karne ka Sabse Best Way hai Agar Aap ek Better Playing ke Sath Youtube Channel par Kaam karte hai to Aap better Earning bhi kar Sakte hai .
Youtube Channel Social Media Icon : Facebook , Facebook Page , Google Plus , Twitter , linkedin , Instagram etc button kaise add karte hai ?
First Aap Apne Youtube Account par Login kare .
Ab My Channel ke Option par Click kar Dijiye .
Ab Niche Wali Image ko follow kare or Edit Links par Click kare .
jaise hi Aap Edit link ke Option par Click karege to Aapke ki Screen par kuch Iss Tarah hi Image Show hogi Niche Dekh Sakte hai .
Ab Aapko Aapne jis Bhi Social media Ya Website ka Link Add karna Chahate hai Uss link ko Ek-ek karke Add kare .
Ab Last me Done ke Option par Click kar Dijiye .
NOTE : kai Baar jab Aap Starting me Youtube Channel Create karte hai to Link Add karne ke liye Option Show nahi hota But kuch din Baad show hone Lag Jata hai .
I Hope Ab Aap Easily Youtube par Social Media follow button add kar Diye hoge , Agar Aapko Hamara Yeh Article Useful laga hai to Isse Share karke Hamara Sahyog kare . Thank You For Visit !!!
No comments: